kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

vatan mirza - zehmat كلمات الأغنية

Loading...

baitha hoon teri hi chat me
soya na raatko liye na nap hain
pehle the saath ab dilon me gap hai
subha ke 4 our haath me gun thi
sochre trigger pe tap den
photo ke saath me kaatra raatein
maa se bhi karta hoon behki si baatein
ghar wale daatein phir mujhe manate
khud khushi na karna ye mujhe batate

likhra kal raat ko naak se khoon tha
phirse hai choda our mahina hai june ka
nashe me dhutt main kaanch pe jhoomta
khudko kaat ke chure ko choomta
khudko kaatna gaano me aam sa
doobra main koi haath na thaamta
jhoomra jispe glass hai jaam ka

chhoda hai tune to lena ab naam na
gum ki bas shaam to mahina hai shaam sa
bolte bolte hogye maun se
lagta hai dar ho jayеin na jaun se
koi pooche gar aapse vatan hai kaisa
us shaks sе poochna vatan ye kon hai
mere vajood ko karde deny tu
bola thaa aayegi lekin na aayi tu
karun sawaal to bolti high tu
tere jawaab bhi what did i do
saare jawaab me pooche sawaal
25 november tha likha zawaal
har 2 mahine me krti bawaal
harakatein jaan tu apni sambhal
jab culprit main fasane kyun doon
jaan ke maangri fasaane 2
gar pyaar hai beech me bahaane kyun
gam ki is deemak ko khaane doon kyun
tu chhodti haath main mic ko thaamta
hasna our rona sab aapke naam tha
banke fire hiran tu mushq ki talaash me
mushq tere paas me tha mushq se na raabte pedon ke paas me mushq talaashte
ped ki shaakh pe meri wo laash hai
bed ki drawer ki keys hain aap pe
drawer me khat bhi rakhe hain aapke
aap ke saath me khaye jo snacks
saare un snacks ke wrapper hain paas me
mera rumaal bhi rakha hai modke
chua tha tune wahan choomte zor se
dono ke haath me rishte ki dor hai
paaya jo deepak to agni hai chor pe
paaon to bhadde hi hote hain mor ke
upar se acche to acche ho daur me
toote hum khwabon ke tukde batorte
pighle na aap haan kitne khathor hain

chalo fasaane ki karte hain baat ab
tab bhi tha chhoda our nahi ho saath ab
jisko bhi chu dun wo hota barbaad ab
lagta main shraap haan gum bhi ifraad ab
phirse tha laga ke saath nai chhodegi
pehle bhi toda tha ab bhi tu todegi
krke tu galti hai bolti sorry nai
dekha tha khwaab me khudka janaaza
gum hai is baat ka maut pe rori nai

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغاني الشهيرة

Loading...