
various artists - muqabal hai pyar ka كلمات أغنية
Loading...
ik pyaar ka nagma hai
maujo ki rawaani hai
zindagi aur kuch bhi nahi
teri meri kahani hai
ik pyaar ka nagma hai
maujo ki rawaani hai
zindagi aur kuch bhi nahi
teri meri kahani hai
ik pyaar ka nagma hai
tu dhaar hai nadiyan ki
main tera kinaara hun
tu mera sahaara hai
main tera sahaara hun
aankhhon me samandar hai
aashaon ka paani hai
zindagi aur kuch bhi nahi
teri meri kahani hai
ik pyaar ka nagma hai
toofan ko aana hai
aakar chale jaana hai
badal hai yeh kuch pal ka
chaakar dhaal jaana hai
parchaiyaan reh jaati
reh jaati nishaani hai
zindagi aur kuch bhi nahi
teri meri kahani hai
ik pyaar ka nagma hai
ik pyaar ka nagma hai
end
كلمات أغنية عشوائية
- unisex clan - hookum كلمات أغنية
- falcon - see you here كلمات أغنية
- crims - specchio كلمات أغنية
- jason walker - keep stepping كلمات أغنية
- baskiat (prt) - baza كلمات أغنية
- ben zucker - einfach weg كلمات أغنية
- dr. ulu - cruisen كلمات أغنية
- matvey griga - чай (tea) كلمات أغنية
- the world over - find you كلمات أغنية
- xaniar - nemidooni كلمات أغنية