kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

udit saxena - dil fakeera lyrics

Loading...

ishq ka rang aisa chada
mehsoos karun main
har jagah
na chain hai na
hai sakoon
khoya sa hoon tu
hai wajah
aisa mere saath na
pehle kabhi huwa
aisa meri rooh ko na
kisi ne kabhi chhua
aisa ehsaas na
pehle kabhi huwa
milna tumhara jaise
hai koi duwa

dil fakeera dil fakeera
dil fakeera dil huwa
dil fakeera dil fakeera
dil fakeera dil huwa
dil fakeera dil fakeera
dil fakeera dil huwa

rab se aur maangu
kya main tu jo mil gaya
itna zinda dil khush sa
main pehle na jiya
ho rab se aur maangu
kya main tu jo mil gaya
itna zinda dil khush sa
main pehle na jiya
tujhe dekhun tujhe sochun
teri saanso ki khushboo
tujhe dekhun tujhe sochun
teri saanso ki khushboo
tu hai sang sang mere
jaise har dafa
dil fakeera dil fakeera
dil fakeera dil huwa
dil fakeera dil fakeera
dil fakeera sa dil huwa

ishq tujhse haan ji tujhse
jab se tujhse ishq huwa
dil fakeera haan fakeera
dil fakeera dil huwa
bandhan ab saanson ka
na tootega kabhi
maine naam tere
kar di saari zindagi
bandhan ab saanson ka
na tootega kabhi
maine naam tere
kar di saari zindagi

tujhe chaha tujhe paaya
tujhе dhadkan mein samayea
tujhe chaha tujhе paaya
tujhe dhadkan mein samaya
tujhse pal ki bhi doori

pal pal ho saza
dil fakeera dil fakeera
dil fakeera dil huwa
dil fakeera dil fakeera
dil fakeera sa dil huwa
ishq tujhse haan ji tujhse
jab se tujhse ishq huwa
dil fakeera haan fakkera
dil fakeera dil huwa

Random Lyrics

Hot Lyrics

Loading...