kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

shaan – aim kaim كلمات اغاني

Loading...

aim kaim kaisi shame name kaa yeh game hai

aim kaim kaisi shame name kaa yeh game hai
aim kaim kaisi shame name kaa yeh game hai
name kaa yeh game hai
name kaa yeh game hai

naam badanaam hai magar apun kaa fame hai
humse jo takaraayi woh deevaar bhi giri
chalati hai naa dadagiri apun ki dadagiri
he dadagiri apun ki dadagiri
he aim kaim kaisi shame name kaa yeh game hai

hai shahar apun kaa saara, sadakey apne baap ki
thekedar kehate hain yeh, bildingey hain aap ki
he he he he he
hai shahar apun kaa saara, sadakey apne baap ki
thekedar kahate hain yeh, bildingey hain aap ki
jo na ha se ha ha milaye, sunata hai khari khari, kyon
dadagiri apun ki dadagiri
he dadagiri apun ki dadagiri
he, aim kaim kaisi shame name kaa yeh game hai
naam badanaam hai magar apun kaa fame hai

bank mein tijoriya, tijoriyo mein maal hai
jyotishi ne bola hai kamaal kaa yeh saal hai

bank mein tijoriya, tijoriyo mein maal hai
jyotishi ne bola hai kamaal kaa yeh saal hai
noto se ho jaayegi yeh jindagi hari bhari
dadagiri apun ki dadagiri
he dadagiri apun ki dadagiri
he aim kaim kaisi shame name kaa yeh game hai
naam badanaam hai magar apun kaa fame hai

chalta hai apun kaa jor, lamba apna haath hai
neta veta don vaun sab apun ke saath hai
akkha mumbai jaanta hai
chalta hai apun kaa jor, lamba apna haath hai
neta veta don vaun sab apun ke saath hai
line mili mid rab ne aisi hi bhari bhari

dadagiri apun ki dadagiri
he dadagiri apun ki dadagiri
he aim kaim kaisi shame name kaa yeh game hai
naam badanaam hai magar apun kaa fame hai

aim kaim kaisi shame name kaa yeh game hai
name kaa yeh game hai
name kaa yeh game hai
naam badanam hai magar apun kaa fame hai
dadagiri apun ki dadagiri
he dadagiri apun ki dadagiri
dadaagiri apun ki dadaagiri
dadaagiri apun ki dadaagiri

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...