kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

swaalina - dooriyan lyrics

Loading...

majbooriya na batao tum
ke tum beguna ho
sach mein jaanti tu maane na
ke tum bewafa ho

majbooriya na batao tum
ke tum beguna ho
sach mein jaanti tu maane na
ke tum bewafa ho

na ana tere paas abhi mein
mujhe teri aas nahi hai
tujhe tere jaisa mile
meri ardaas yahi hai

mere bina kyu rehne laga tu
tu hai sahi ye kaise mein maanu
meri jagah hai mili kisiko
tu hai kaha ab mein bhi na jaanu

ye sab kyu sehne lagi
chup kyu mein rehne lagi
aati nahi teri yaadein
hua na pehele kabhi

ho saka na kyu tu mera
kya hai ispe kehna tera
tune hi kari dooriyan
phir kaisi hai ye majbooriya
majbooriya na batao tum
ke tum beguna ho
sach mein jaanti tu maane na
ke tum bewafa ho

majbooriya na batao tum
ke tum beguna ho
sach mein jaanti tu maane na
ke tum bewafa ho

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...