kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

sunny khan durrani - naqaabposh lyrics

Loading...

[chorus]
mehfil naqaabon ki ye
ghoomain be parda kyun ham?
sab ye chupaate faraib
ghoomun me ban be sharam

[verse 1]
jaane do ab kya hai haasil?
jab apne hi haath bane khud ke qaatil
mere bil muqabil
mera apna maazi
mai khud hi mujrim
mai khud hi qazi
insaf jab na de saka apne aap ko
phir banjao naqaabposh
chehra dhaanp lo
jadoogar apni dhun pe jhooma
yahan taalay muh pe or andar toofan
rooh pe kis thaanay me kat’tay parchay?
yahan soch roz muft me mera zehen kharchay
jab mai torun me ye riwaaj, bolain line na toren
ye yahan ki reet, aap side pe ho jayen
aapko kisne diya haq ke khulwaa den ankhein?
aap kis se puch ke meri rooh me jhankain?
ab ye maanay na maanay ham pehchanain kon naqaabposh
karne chale hamlay, phatain marain jese khudkush
haq ki boli ye samjhain kufr
har lamha torain ye mera sabr
waqt ke hathon inke phat’tay kapray
tab tak rehne do inko naqaabon mai
nahi hun me be_daagh jo me khol du chamra
jootay utaren abhi dhoya kamra
yahan gand na dalain
apna farz nibhalain
apni khaal utarain
aapki khaal bhi khaa jaen
[chorus]
mehfil naqaabon ki ye (mehfil ye)
ghoomain be parda kyun hum? (beparda)
sab ye chupaate faraib (sab yeh chupaate)
ghoomun mai ban be sharam

[verse 2]
naazreen mulaahiza farmayen
mere zehen ki majlis me tashreef laen
idhar parey hue kitno k badle
me kerdeta maaf kitno ko hass ke
ke jaane do bachay hain
tootay gharondo ki mitti k putlay
ye khushiyan sakoon ye hamara naseeb nai
mic pe nahi deta gaali iska matlab nahi ke me hun shareef
muh pe taale aur ander toofaan!
to khof mera phir sach hua na?
par dosh kisi ko bhi mene kab diya hai?
me dusron k kal se kabhi khelu juaa na
kab tak larun ga me dusron k sayee se?
apne hi khwaab ab lagte prayee se?
mera kab hona? ya bas ye khwaab rahe?
auron k fail, qol, kon azaab sahay?

[refrain]
nazreen mulaahiza fermayen
mere zehen ki majlis me tashreef lain aap
nazreen mulaahiza fermayen
mere zehen ki majlis me tashreef lain aap (be parda)
nazreen mulaahiza fermayen
mere zehen ki majlis me tashreef lain aap (chupaate)
nazreen mulaahiza fermayen
mere zehen ki majlis me tashreef lain aap
nazreen mulaahiza farmayen
mere zehen ki majlis me tashreef lain aap
nazreen mulaahiza farmayen
mere zehen ki majlis me tashreef lain aap
nazreen mulaahiza farmayen
mere zehen ki majlis me tashreef lain aap
nazreen

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...