sonu nigam – marham كلمات اغاني
Loading...
woh jo kabhi sardiyon mein dhoop si thi
garmiyon mein chhanv si maujoodgi teri
kahan g-yi
woh patjhad ke mausamon mein
ek haryali si jo laaye the
woh baarishein kahan chali g-yi
ab aakhein meri tujhe dhoonda karein
tu mile na agar to yeh roya karein
faasle yeh kam karoon
main kisi tarah
dard mein marham banu
main kisi tarah x (2)
mere maathe pe silwatein jo hain
aake inhein mita do na
aansu mere bhatakte phirte hain
aake inhein panaah do na
kuchh kami si hai
kuchh nami si hai
aansuon se bhara hoon main
band teri aankhein jab se hain
saans roke khada hoon main
saans roke khada hoon main
zakham ko tere bharoon
main kisi tarah
dard mein marham banu
main kisi tarah
كلمات أغنية عشوائية
- rounhaa › rounhaa – basta كلمات اغاني
- kennedyxoxo › kennedyxoxo – hahahaha this is gonna hurt كلمات اغاني
- bialas › białas – ostatni prawdziwy كلمات اغاني
- bratboy › bratboy – 20 summers كلمات اغاني
- cubby kamikaze › cubby kamikaze – bliss & beauty كلمات اغاني
- 1takejay › 1takejay – go time كلمات اغاني
- kash krabs › kash krabs – secret formula كلمات اغاني
- the cast of schmigadoon › the cast of schmigadoon! – bells and whistles كلمات اغاني
- 2zdinizz › 2zdinizz – finin de ouro كلمات اغاني
- heo hoy kyung 허회경 › heo hoy kyung (허회경) – words كلمات اغاني