kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

sonu nigam – main hoon na كلمات اغاني

Loading...

sonu:
hmm
kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na) x2

khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho
dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho
tumko milega, utna pyaar, main hoon na

kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na

sonu:
kabhi jo tum socho, ke tum ye dekho
arre kitna mujhko tumse pyaar hai
toh chup mat rehena, ye mujhse kehena
arre koyi kya aisa bhi yaar hai

dil hi nahin de jaan bhi de jo tumhein -2 ho
toh main kahoonga sarkaar, main hoon na

shreya:
kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho
dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho
tumko milega, utna pyaar, main hoon na
kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na

male voice:
ho… ye… ho… ye…

female chorus:
(sa re ga pa ga re ga -3 sa

male chorus:
pa ra ra ram -4) -2

sonu:
kehne ki ho dil mein koyi baat, mujhse kaho
koyi pal ho din ho ya ho raat, mujhse kaho
koyi mushkil koyi pareshaani aaye
tumhein lage kuchh thheek nahin haalaat, mujhse kaho
koyi ho tamanna ya ho koyi aarzoo – 2 ho…
rehena kabhi na beqaraar, main hoon na

kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho
dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho
tumko milega, utna pyaar, main hoon na
kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon n

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...