kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

sonu nigam – hasrat bhari nazar unplugged كلمات اغاني

Loading...

hasrat bhari nazar se woh dekhta hain mujhko

kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko

meri khabar se mujhko rakhta hain bakhabar woh

mujhse jeeiya shayad woh jaanta hain mujhko
mujhse jeeiya shayad woh jaanta hain mujhko
kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko
hasrat bhari nazar se woh dekhta hain mujhko

usko main maangata hoon sajde mein sar jukake

daste duaa utha ke woh maangta hain mujh ko
daste duaa utha ke woh maangta hain mujh ko
kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko
hasrat bhari nazar se woh dekhta hain mujhko

ab mere waaste woh ik aaina hain jaise
ab mere waaste woh ik aaina hain jaise
ab mere waaste woh ik aaina hain jaise
woh kis kadar sarapa pehchanta hain mujhko
woh kis kadar sarapa pehchanta hain mujhko
kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko
hasrat bhari nazar se woh dekhta hain mujhko.

by rafly akbar

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...