
sonu nigam alka yagnik - kabhi alvida naa kehna كلمات أغنية
tum ko bhi hai khabar
mujhko bhi hai pata
ho raha hai judaa
dono ka raasta
dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
kabhi alvida na kehna
kabhi alvida na kehna
tum ko bhi hai khabar
mujhko bhi hai pata
ho raha hai judaa
dono ka raasta
dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
kabhi alvida na kehna
kabhi alvida na kehna
jitni thi khushiyaa
sab kho chuki hai
bas ek gham hai ki jaata nahi
samjha ke dekha behla ke dekha
dil hai ki chain isko aata nahi
aarzoo hai ki hai angarai
aag hai kab aankhon se behna
kabhi alvida na kehna
kabhi alvida na kehna
rut aa rahi hai rut jaa rahi hai
dard ka mausam badla nahi
rang yeh halka itna hai gehra
sadiyon main hoga halka nahi
halka nahi
kaun jaane kya hona hai
hum ko hai ab kya kya sehna
kabhi alvida na kehna
kabhi alvida na kehna
tum ko bhi hai khabar
mujhko bhi hai pata
ho raha hai judaa
dono ka raasta
dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
kabhi alvida na kehna
kabhi alvida na kehna
كلمات أغنية عشوائية
- madonna - i'd rather be ya lover كلمات أغنية
- jon walker - forever in the wild كلمات أغنية
- g.b.o. - like me كلمات أغنية
- premo rice - no bitchesss [freestyle] كلمات أغنية
- verse simmonds - sexy body (remix) كلمات أغنية
- sorenaki - pressure كلمات أغنية
- igor bidi - vdl كلمات أغنية
- the manimals - half كلمات أغنية
- rodney butler - gimme another shot كلمات أغنية
- alejandro sanz - el aprendiz - feat. malu en directo كلمات أغنية