siyaahi - sharara كلمات أغنية
sharara sharara
kamre mein karti voh ishaara
sharara sharara
teri kashti ka mai hi hun kinara
sharara sharara
dil kare ghayal aur chode koi gawaah na
sharara sharara
din dhaley suhaana
badi shararat badla jab zamana
mefil mein pehne voh sharara
chadi jawaani rahem nahi zara bhi lage hawa tujhe le chalu hawa na
subeh se shaam ho gayi dilbar bas kehti hai dubaara
ab isme koi shaq ki hosh uske hawale kaanon mein naam mera pukaara
zyada haste hai aise kuch palon mein faske fir masti mein bharte hain jhurmana
ankhiyon se maare jab goli
voh lowkey chahti mujhe lubhaana
voh lowkey chahti mujhko dubaana
koode na dekha kitna ghera kua tha
yeh khel jese jua tha fass gaye hai sab
married to thе game ya fir kuwara
sharara sharara
kamre mein karti voh ishaara
sharara sharara
tеri kashti ka mai hi hun kinara
sharara sharara
dil kare ghayal aur chode koi gawaah na
sharara sharara
din dhaley suhaana
toh fir bol mera jaal kidhar fasa? lokhandwala ya fir wadala
mai doppleganger rakh k faraar
itna asaan nahi tere hatthe chad jaana
aise rishton ko zang lage zindagi sikhaati nazarandaaz kare waqt mujhe darshata ki kismat nahi palte
aasani se forever on the run tera parwana
mere sir pe hai inaam voh chahti mein sudhar jaun mujhko haalaton ne bigaada
baawe f_ck outta here mujhko sikhaana hawaley ka paisa aur taxi mein raawana
gaddi ch betha mai nawaab aur lattan chaudi baje bohemia diwaana
akkha sheher deta dua aur saalam
toh izzat se bhai mujhse aazma na
sharara sharara
kamre mein karti voh ishaara
sharara sharara
teri kashti ka mai hi hun kinara
sharara sharara
dil kare ghayal aur chode koi gawaah na
sharara sharara
din dhaley suhaana
كلمات أغنية عشوائية
- živac maradona - wuhan كلمات أغنية
- paris moon - carpe noche كلمات أغنية
- balde & iambrdx - san lorenzo كلمات أغنية
- g10ck - riot كلمات أغنية
- wesley willis - junk fairies كلمات أغنية
- abbas bağırov - gözlərim gəzir səni كلمات أغنية
- fearless bnd - más amor كلمات أغنية
- aziz maraka - eyeh كلمات أغنية
- dion - then i’ll be tired of you كلمات أغنية
- ashbee - from the 80s (radio edit) كلمات أغنية