silent attack & nuvoices - gone كلمات أغنية
yeah
silent
yeah
silent
let’s go
yeah
yeah
check
haan maine kitna sabar kiya ki kuch acha likh paun
jhooth toh meri zindagi, kuch sachcha likh paun
tujhe door se dekh ke mein baccha dikhta hoon
par kaise mein bataun mein kab se ghis raha hoon
tujhe nafrat mere se kyuki mann ka karta hoon
tu sabar kare chalne se mein pehle ruk jaun
murjhau? mein phool thodi, pehle hi mud jaun
mein woh paani jo sharaab ke khaali andar ghulta hoon
jo mein dikhoon na sadkon pe samajh jaana chala gaya
mera maksad hua alag, samajh jaana badal gaya
mujhe farak na padhe kya mere agal_bagal tha
magar sabak jab mila toh mein banda sambhal gaya
yеah
yeh bande chahte mеra bhala nahi, tabhi leta mein apno se kabhi salaah nahi
logo ke bheetar kitni bhar chuki hai jalan, madad loon mein kaise dikhti khaali kharaabi
zara bhi yahan chhodni nahi kasar asar
hota hai dimaag pe jab banda karta hustle aur hai aate nahi result, cult
bana ke chhodun jaise hoon mein bansal
married to the game aur yeh tootega nahi bandhan
yeh untouched flow mera ant_shant, adchan dalega kya yeh art mera kanchan
mera kaam sun ke badhi teri dhadkan
tu chahe mere darshan par rehta mein hawa mein jaise vulture
toh shor yahan par kam kar agar tu nahi hai culture
yeh qalam chalti hatkar, puma on my feet karta poora mera mandal
toh aata jab mein manch par rehta mein taiyaar mere sthal par
yeah
mujhe nahi aati samajh chamak dhamak
roshni na kamre main, bas jala mera balab
meri nazrein alag, mere sapne alag
mujhe nahi chahiye teri ghadi, mera samay alag
tera pralay aane waala lagi mujhe talab
hoti aadmi ke kadar uske jaane ke baad
jo mein nikla un galiyon se aaya agla padaav
i’m ghost par chhod diya shaitano ka saath
jo mein jaata hi na toh kaise karte yaad
yeah
bets on the vision
yeah
bets on the vision
check
silent
nuvoices
yeah
jo mein dikhoon na sadkon pe samajh jaana chala gaya
mera maksad hua alag, samajh jaana badal gaya
mujhe farak na padhe kya mere agal_bagal tha
magar sabak jab mila toh mein banda sambhal gaya
yeah
we ghost
signing off
let’s go
silent
jo mein dikhoon na sadkon pe samajh jaana chala gaya
mera maksad hua alag, samajh jaana badal gaya
mujhe farak na padhe kya mere agal_bagal tha
magar sabak jab mila toh mein banda sambhal gaya
كلمات أغنية عشوائية
- project pop - putusin aku dong كلمات أغنية
- mister band - terus bertahan كلمات أغنية
- suara - patah hati (ost cinta dan dusta) كلمات أغنية
- gampangan band - bila ku kaya nanti كلمات أغنية
- d stars - i'm in love with you كلمات أغنية
- briptu norman - yok damai yok كلمات أغنية
- magnum - atas nama cinta كلمات أغنية
- reva band - cepat pulang كلمات أغنية
- lia - terbaik كلمات أغنية
- d alfa - pergi (feat. hendri lamiri) كلمات أغنية