kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

shy wry - dastaan lyrics

Loading...

nayi nayi dastan hai
dastan hai

baharon ka chale aana teri
ye chaal kar dikhaye ye jaadu
khatam hui purani ye dastan
riwaayato ko me yun hi bhula du

guldasto ka bhi tujhse hai jalna
teri zulfo me ulajhta me jaau
pehli dafa koi mila hai tumsa
tujhe aakhir kaise me jaane du

teri chhavi
meri sookhi ankho ki nami
banke aayi hai

nayi nayi dastan hai
dastan hai

ye dilo ke faasle hai
har kadam dimag me
lu jo teri taraf chale
hai manzilo pe uljhane

jaane kyu vo hain musafir bane
unhone dekha hi kya jo tumse na mile
nayi nayi dastan hai
dastan hai
nayi nayi dastan hai
dastan hai

tumse nayi
tumse nayi
nayi nayi dastan hai
dastan hai

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...