kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

shreyas x shubh - darr كلمات الأغنية

Loading...

(hook)
kaisa hai ye dar
kabhi bhi aa jata ye dar
jisse tu kabhi nahi bache pata
aisa hai yeh darr
(aisa hai yeh darr)
peeth piche baatein
karne walo se tu dar
agar tujh mein himmat
toh unse piche mud kar tu lard (aur puch)
kaisa hai ye dar
kaisa hai ye dar
kabhi bhi aa jata ye dar
aisa hai yeh darr

(verse1) shreyas
chup hone ko yeh mujhe bas bolte
kyuki ye mujhse sadte (mujhse sadte)
dar ke raste par (ye chalte)
dusro ke sapne ye (masalte)

hum cha kar bhi iss dar se nahi lat pate
ye toh hai bas (ek dar ka daldal)
j-sme hum sab khichel ja rahe hain
ek (kathputli) ki tarah
hum sab yaha beke ja rahe hain
(beke ja rahe hain)

(verse 2) shubh
mante sab inki baate
bus kuch azadi hai chate
rang roop ko chupate
sirf safedi kyu dikhate

inke usool humare farz banjate
inke dharm kyu karm banjate hai
awaaz uthane walo ko
kyu khoon ki barsaat hai dikhate
bhed chal se jooda shero ka
shikar kyu hai yeh karvate
dusro par khauf rakh kar
kaise raate kat rhe hai
uper se naram lekin andar se khokli jante paal the hai

(hook)
kaisa hai ye dar
kabhi bhi aa jata ye dar
jisse tu kabhi nahi bache pata
aisa hai yeh darr
(aisa hai yeh darr)
peeth piche baatein
karne walo se tu dar
agar tujh mein himmat
toh unse piche mud kar tu lard (aur puch)
kaisa hai ye dar
kaisa hai ye dar
kabhi bhi aa jata ye dar
aisa hai yeh darr

(verse 3) shubh
bus hui ab ghutan
ab raja banega rank
karo rasto ka chayan
badlaav lane ki hai jang
ab karlia sabar
hua ab yeh raj khatam
dikhe inke asli rang
adrishya the abhi tak par chamkenge ab hum
kardia hai yeh elaan
ab shikari ka hoga shikar
nhi hogi maar kaat
sirf shabdon ka istamal
jang ki hui shuruaat hai

(verse 4) shreyas
is dar ke andar hi tum (doob maro)(ayee)
kabhi khud ke dam pe aage mat badho
zindagi mein hai meri badi (dikkate)
jo mere chehre par kabhi nahi dikhti

hum is samaj se itna darte
ki jab kuch galat hota
tab hum chup chup kone mein baithe rehte

jo tujhe dar deta hai
usko ek baar apna darde
(aur fir dekh uski aankhon mein
(aur puch)

(hook)
kaisa hai ye dar
kabhi bhi aa jata ye dar
jisse tu kabhi nahi bache pata
aisa hai yeh darr
(aisa hai yeh darr)
peeth piche baatein
karne walo se tu dar
agar tujh mein himmat
toh unse piche mud kar tu lard (aur puch)
kaisa hai ye dar
kaisa hai ye dar
kabhi bhi aa jata ye dar
aisa hai yeh darr

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغاني الشهيرة

Loading...