shiraz uppal & kashif ali - mera mann lyrics
tere siwa main sochu to kya tu hi bata
tu na mile to maangu main kya meri
tu hi dua aa. tu hi dua
tujhmein laga hai mera mann, mera mann
tera hi nasha hai dhadkan, dhadkan x (2)
tujhmein laga hai mera mann, mera mann
tujhmein laga hai mera mann
tujhmein laga hai mera mann, mera mann
tera hi nasha hai dhadkan, dhadkan x (2)
pyar tera hi meri hai panah
door rahun tujhse to hai gunah
barson se aadat hai teri
harpal, har shab, har din
tu hi ibaadat hai meri
na koyi bhi kahi tere bin
tujhmein laga hai mera mann, mera mann
tera hi nasha hai dhadkan, dhadkan x (2)
tujhmein laga hai mera mann, mera mann
tujhmein laga hai mera mann
tujhmein laga hai mera mann, mera mann
tera hi nasha hai dhadkan, dhadkan x (2)
na haal se mere anjaan hai
mujhpe nazar ho to ehsan hai
tu door bhi hai, paas bhi tujhmein
hi rahun main magan
teri talab hai, aas bhi
yehi zid hai, yehi hai lagan
tujhmein laga hai mera mann, mera mann
tera hi nasha hai dhadkan, dhadkan x (2)
tujhmein laga hai mera mann, mera mann
tujhmein laga hai mera mann
tujhmein laga hai mera mann, mera mann
tera hi nasha hai dhadkan, dhadkan x (2)
كلمات أغنية عشوائية
- emma muscat - moments lyrics
- maan on the moon feat. marvin brooks - gone lyrics
- steeleye span - scarecrow lyrics
- the revivalists - when i'm able lyrics
- b'z - black and white lyrics
- adriana calcanhotto - sem saída lyrics
- denik armila - isun ilangno lyrics
- shaan - aasman chhoona nahi lyrics
- b'z - fireball lyrics
- goto eight - poison lyrics