kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

saneeah - khwaab كلمات أغنية

Loading...

oooo_

chaltay thay saath hi saath
kuch nahi rehgaya ab
tera tha aik khwaab
jo poora na hua
har kisi ne kaha
kiyun hai udaas
tumnay nahi socha
yeh kaisay hua

kuch nahi rehgaya
kuch nahi rehgaya ab

chaltay thay saath hi saath
kuch nahi rehgaya ab
tera jo tha woh khwaab
agar poora hota
koi kehta na
k tum ho udaas
tumnay nahi socha
k kiya aur hojata
chaltay thay saath hi saath
kuch nahi rehgaya ab
chaltay thay saath hi saath
kuch nahi rehgaya ab
kuch nahi rehgaya ab
kuch nahi rehgaya ab

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...