kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

salaar iseave - aankh lagte hi كلمات أغنية

Loading...

dekha hai maine jab se tumko
bawla sa hua main phirta
kaise guzaru main
din raat yeh

aankh lagte hi
khwabon mein aa jaati hai
na khud soti
na humko tu sone deti hai

aankh lagte hi
khwabon mein aa jaati hai
na khud soti
na humko tu sone deti hai

chehra tera hai noorani
jaise jannat ka ho paani
yusuf zulekha jaisi
hogi kahani

jisko sadiyon tak
yaad rakhe zamana
aisa likhunga naam
tere pe fasana
aankh lagte hi
khwabon mein aa jaati hai
na khud soti
na humko tu sone deti hai

jisko sadiyon tak
yaad rakhe zamana
aisa likhunga naam
tere pe fasana

sirat teri hur_ul_‘ayn jaisi
ilm tujh mein qaasiraat_ut_tarf jaisa
hawa ke husn ki tarah hai
husn tera

aur kya hi main mangu
rab se jaana
jitna diya hai rab ne
arsh khush hai jaana

aankh lagte hi
khwabon mein aa jaati hai
na khud soti
na humko tu sone deti hai

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...