sajjad ali - jadoo كلمات أغنية
khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha khoon
ke laal panno par jab tera naam likha tha
usi din se tujhay apna bana dalaaa…
ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha usi
din se tujhay apna bana dalaaa…

woh jo dunya se darte hain aur honge nahi hoon main
mout se bhi jo takraye yaad rakhna wohi hoon main

yaad rakhna wohi hoon main abhi shayad mujhay tumne nahi jaana…
ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha usi
din se tujhay apna bana dalaaa…
ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
bohot bechain rehta hoon tumhare bin nahi sota mere
jeevan main aane se tumhen kuch bhi nahi hota

tumhen kuch bhi nahi hota tumhen lejayega aik din yeh deewana…
ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
khoon ke laal panno par jab tera naam likha tha usi
din se tujhay apna bana dalaaa…
ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
ke jadoo charh gaya hai ke jadoo charh gaya hai tu
mujh ko lar gaya hai meri jaanaaa…
كلمات أغنية عشوائية
- jovem sud - give it all to him كلمات أغنية
- jayessmusic - immortal كلمات أغنية
- flying salmon - cataclysm (you can't feel my pain) كلمات أغنية
- vaines - thewaves كلمات أغنية
- ainars mielavs - par daini un krievu kaimiņiem كلمات أغنية
- bloody white - nice guys كلمات أغنية
- mercy bell - who said we were friends كلمات أغنية
- curses - wetiko كلمات أغنية
- ezet - keine luft كلمات أغنية
- jordan guyton - take your time كلمات أغنية