kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

saad siddique - broken promises lyrics

Loading...

chorus:
hamara vaada, tune kyun toran
aankhon se aansu, aate hi rahenge
dil mera , dooba hi rahega
tere nishaaniyan, yaad hi rahenge
tune kaise di hai sazaaaaaa!

verse 1:
yeh vaada, na jaane tune kyun tora
zindagi bhar saath, rehne ka kia tha iraada
tune kyun suna, mera gaana
lakin, phir bhi na haara, toh kaisa bhaaga
tune kyun todi, meri tasveere
ab bata inko, jodo kaise
dil tora tune, mere jaise
phir raat ko 12 baja, kyun ki callen
jab, thoda tha yeh vaada bala

pre_chorus:

yeh kaise huaaaaan
yeh kaise huaaaaan
yeh pyaar hannnnnnn mushkil huaaaaaaaa

verse 2:
in kali raaton mein kyun bhulaya mujhe
kyun block kiya aur bhulaaya mujhe
woh pal bhul g_ye, j_sme saath the hum
aankhon mein aansu, kyun aaye yeh gum
yeh dukh kam karna, hai mushkil yeh raaste
khaali deewaron par, khamoshi mein raate
kab tak sahna padega, yeh aakhri bala
dil ko sambhalna, hai bas yeh ik daawa

chorus:
hamara vaada, tune kyun tora
aankhon se aansu, aate hi rahenge
dil mera dooba, yaadon mein rahega
tere nishaaniyan, yaad hi rahenge
tune kaise di, hai yeh sazaaaaaa!

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...