rushk - fareb lyrics
boy: mujh per bharosa rakhen, meri taraf dekhen, kya main jhota lagta hoon apko?
dekhiye na, kyun?
girl: shehzadi kehti thi un mardon ki taraf mat dekhna, unki ankh mein esa tona hota hai k dil ghee ki terha pighal jata hai
boy: anhm, meri ankh mein koi jadu nahi, meri ankh mein to pyas hai, dekhiye na, apko qasam lage
kya main apko jhota lagta hoon?
[verse]
jhoota hai mera humsafar
jhoti hai yeh rah guzar
jhota hai hum nafaz
jhota hoon main
jhota bashar
iss jhot ko musawari mein do badal
jhota hai mera rah numa
jhoti hai uski dastaan
jhote hain saare ilhaam
jhote hain sary raaz dan
issa jhot ko geeton mein hai buna
(instrumental)
[verse]
mat kheench such ka daman
main to hara hiii
haqeeqat ka qaidi na bun
fareb de, haay mita de
bhool ja sadaqat
jhota hai mera humsafar
jhoti hai yeh rah guzar
(instrumental)
boy: apko qasam lage, kya main jhota lagta hon apko?
[verse]
mat kheench such ka daman
main to hara hii
haqeeqat ka qaidi na bun
fareb de, hay mita de
bhool ja sadaqat
jhota hai mera rah_numa
jhoti hai uski daastan
كلمات أغنية عشوائية
- simple kid - the ballad of elton john lyrics
- stick figure - walk of life lyrics
- anthony david - reach ya lyrics
- von thronstahl - adoration to europa (harsh acoustic version) lyrics
- bebe winans - meantime lyrics
- tegan sara - hell lyrics
- hatebreed - as damaged as me lyrics
- captain beefheart - sheriff of hong kong lyrics
- bob pressner - too old to die young lyrics
- anouk - woman lyrics