
robin g raju - azaad lyrics
#verse
gira hoon (gira hoon, gira hoon, gira hoon) mein teri nazaron mein
pyasa hoon mein tere darshan ko
fasa hoon (fasa hoon, fasa hoon) abhilashaon mein chahta hoon
tere hi rahon ko
hara hoon (hara hoon, hara hoon)
zindagi ke har safar mein
maangta hoon (maangta hoon, maangta hoon)
jai se jeene ko
#pre_chorus
uthta hoon
gir jaata hoon
iss bandhan se
kaun chudayega (ohh oh ooh)
uthta hoon
gir jaata hoon
iss bandhan se
kaun chudayega
#chorus
karoon mein dhanyawaad yeshu tera, teri aatma ne
azaad kiya
karoon mein dhanyawaad yeshu tera, teri aatma ne
azaad kiya
mujhe
#verse
gira hoon (gira hoon, gira hoon, gira hoon) mein teri nazaron mein
pyasa hoon (pyasa hoon) mein tere darshan ko
fasa hoon (fasa hoon, fasa hoon) abhilashaon mein chahta hoon
tere hi rahon ko
hara hoon (hara hoon, hara hoon)
zindagi ke har safar mein
maangta hoon
jai se jeene ko
#pre_chorus
uthta hoon
gir jaata hoon
iss bandhan se
kaun chudayega (ohh oh ooh)
uthta hoon
gir jaata hoon
iss bandhan se
kaun chudayega
#chorus
karoon mein dhanyawaad yeshu tera, teri aatma ne
azaad kiya
karoon mein dhanyawaad yeshu tera, teri aatma ne
azaad kiya
mujhe
(teri aatma ne, azaad kiya)
#outro
tu uthata hai
tu uthata hai
sambhalta hai
tu hi mujhe
jaiwant banata hai
(mmm)
Random Lyrics
- soto asa - christian dior lyrics
- hironobu kageyama - getter robo lyrics
- tiper2870 - tiper - pain lyrics
- lil wayne - tyler herro lyrics
- endivva - bachelor degree of clownery lyrics
- mizuki nana - bright stream lyrics
- antti tuisku - lämpö lyrics
- cordova - freestyle lyrics
- elizabeth wyld - child lyrics
- packy marciano - kia lyrics