rj khan - nazrein كلمات أغنية
[verse 1]
kehti udas nahi dekha jayega
mere bina jab tu toot jayega
mai bhi tooti hui rahungi sanam
tab sambhal tujhe kaun payega?
kehti udas nahi dekha jayega
mere bina jab tu toot jayega
mai bhi tooti hui rahungi sanam
tab sambhal tujhe kaun payega?
[pre_chous]
ya dukha de ya to jeet le ise tu
mera dil to hamesha tera rahega
[chorus]
ke vo nazrein milati nahi mujhse
use dar ye ki khan aakhein padhega
haan vo darti ki jiyunga mai kaise
mera dar ye ki uska kaise chalega
ke vo nazrein milati nahi mujhse
use dar ye ki khan aakhein padhega
haan vo darti ki jiyunga mai kaise
mera dar ye ki uska kaise chalega
[verse 2]
jaana pyaar imtehan leta hai
duniya jab tu use maan leta hai
fir bharosa_e_iman deta hai
khuda saath lana than leta hai
jaana pyaar imtehan leta hai
duniya jab tu use maan leta hai
fir bharosa_e_iman deta hai
khuda saath lana than leta hai
[pre_chorus]
kasam de di hai tune to apni
tab in aakhon se ye aansu kaise bahega
[chorus]
ke vo nazrein milati nahi mujhse
use dar ye ki khan aakhein padhega
haan vo darti ki jiyunga mai kaise
mera dar ye ki uska kaise chalega
ke vo nazrein milati nahi mujhse
use dar ye ki khan aakhein padhega
haan vo darti ki jiyunga mai kaise
mera dar ye ki uska kaise chalega
[rap]
dare mera dil, tera hoga kya?
badhega andhera, savera hoga kya?
to jo na mila, to mera hoga kya?
zinda bani laash, ka fera hoga kya?
mat laga tu dil, umeed na laga
badhegi mushkil, tu preet na badha
kya kya haarega, jo jeetna pada?
khuda se ladega, jo naseeb na bana?
are dar mat tu, mere saath hai khuda
aati jo subah to hoti raat ye judah
jo mai na mila tujhe nahi kisiko mila
tu zinda lash hai to meri rooh le lena
umeed hi to haan mujhe sukoon deti hai
mushkilon ke paar maine manzil dekhi hai
mohabbat sacchi ho to duniya jeet leti hai
karam likhe naseeb, khuda dekhe neki hai
[outro]
ghabrata mera dil, seene se lag jaa
tu kaise karega, bas ye jaanta khuda
tere sapne pure kar, tu bhi ek sapna
kitna karta pyaar, tu karti jitna
كلمات أغنية عشوائية
- 魏浚笙 (jeffrey ngai) - 第一個迷 (the first fan) كلمات أغنية
- the animal king - scatterbrain كلمات أغنية
- mia aguilera - a dozen roses (you remind me) كلمات أغنية
- timothy d - anfang كلمات أغنية
- matt sucich - strange as it seems كلمات أغنية
- marly mathieu - belly of the beast كلمات أغنية
- slicko dicaprio - trance كلمات أغنية
- la más draga - spanglish كلمات أغنية
- heiachi - robocop كلمات أغنية
- majin tai - ranks* كلمات أغنية