kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

rebel 7 , huzur - daur كلمات الأغنية

Loading...

daur:

verse 1 (huzur)
kon kiske hai neeche or khatm
kon khayega iss scene ko aur kon hazam
born star hu ha dekh le tu nakshtra
kam ayega kisi k na dena kam mein dhakal
pachtava mere khoon mein
fans ko nhi pata k khada main stool pe
zindagi laati hai preshaniya dhund ke
ghar kese chlega agr dikha diya jo toot ke
main khush hu ki hai mere sur pe chatt
aur chaiye kuch to motto ek kr hustle
tu pohch gya top pe mere lund pe chadh k
baati nhi dusron se to kya tarraki
nasho m h dost vo jante sb marte h roz
shanti khtam kare shanti ka shor
baap se mila pata ni ankh ab mai aur
iss saal shuru mahan bnne ka daur

bridge

ye zindagi asaan ni hain
musibate pukaar rahi hain
bure bhi halaat kahi hain
aur dil bhi ye paak nahi hain

verse 2 (rebel 7)

usko patani kuch
na maine batani kuch
shuru bhi karu kaise
jab pichla daba ni dukh
main khudpe shak karta hu ke ab tk bana ni kuch
hain dil main dard itna ki ab usme jagah ni kuch
kaisa hain jaal ye
kyu pareshan main
puraane ghar ki ab bhi diwaare yaad hai
nazaare khaas jitne bhi sab dil ke paas hain
tabhi chalti ye saas hain
ye sab baate main darta raha batane se
kab tak hi rehta darke zamaane se
qk dard bhi badta rehta dabaane pe

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغاني الشهيرة

Loading...