kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

rayan adnan - writer's blog كلمات أغنية

Loading...

[verse 1: rayan adnan]
munday aslaah lekar ghoomein bina license ke
itna likhun likhra blog jaise writers ke
ali mein, beat pe punches doon so fast
akelay lauday laga doon inn saaray tysons ke
poochein, “who’s that?”
they know me, mein nahi rap scene ka johnny
mein ’92 ka khan sahab, yeh mic pe lagte modi
mera tajarba zyada, umar bhalay inki dugni
line’ein chhor, beat’ein yaad nahi rehti mujhe khudki
baawe, they can’t even afford to mess with us
agar yeh k!ll karte beat, we doing massacres
yeh chaahtе karna hain barabari iss rap scene may
baawe, shoq sе, lekin karna tou aisay kar
maza aaye when i have to k!ll another beat
ke dawg ke flow chhaap, tu kar nahi sakta energy
bruce mein, studio may karun saari beats smash
magar daada mere naam may aata banner nahi
ek haath ki maar inka career, inko beef karni hai
safar ka shor bata deta hai meri beat lagi hai
line’ein aadhi gaata, poora circle ad_lib de
awaam saath gaati, mujhe meri jeet lagti hai
itni hype bana phir aakay baat chodna
mukhatib har kisi se, laazim nahi hai naam bolna
sangi psycho ho chuka hai, pasand dou kaam ussay
pehla maal phoonkna, doosra baawe haath chh_rna
samajh raha hai?
[verse 2: uzair khan]
khara saath hai ya khara door se dekhta, yeh faraq jaan
khan jaisa aaya betha, karam maang
garam jaan, dikhay nahi bharam baaz
dikhay agar kabhi, muu may de dein uske sharamgaah
lanjhay tere qalam gaarh
scene pe chhor dein, teri khwaari hojaaye
inke saath woh coffee, mere saath woh party’on pe
bik nahi raha tha manjan, ab woh humse jalega
ab woh rapper jo tha cool, dekhna thanda marega
mehenge bounty under, taao ke saaray bouncy bandar
inn saalon ko laao nahi andar, fit nahi hote, baat nahi samjha?
halkay bhi ab bhaari bharkam, opposition saari andshand
oye, saalay, inka daarhiyon may shooter chhupa
jhaariyon may kaala solah
pahaariyon se sabaq pelun
[?] ko seekhay sabaq
[?] se kaatein yaari
yaariyon se bola nahi ke carti hoon mein
bola nahi koi haji hoon mein
shawty choosay gaariyon may
khan sahab ki sawariyon may
baawe, that was random
dekh yeh talent ki numaaish jaise expo centre
cypher rappers hote box jaise brand new samsung
sunke verse har launda mujhe aaj kal “thank you” kehta, agh

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...