
rawat - laapata كلمات أغنية
anjaani raahon pe ho g_ya laapata mein
akela baitha jaanu na mein raasta ye
iss zindagi ka koi bharosa nahi
tabhi aaj jee raha mein mujhe kal ka na pata
anjaani raahon pe ho g_ya laapata mein
akela baitha jaanu na mein raasta ye
iss zindagi ka koi bharosa nahi
tabhi aaj jee raha mein mujhe kal ka na pata
anjaani raahein aur mein nikla apni khoj me
mujhe na parwa ki kya duniya waale sochte
jaane anjaane me ho jaati mujhse galtiyaan par
firbhi jeeta zindagi ko poori mauj me
andhere se mein nikla jaise roshni
badalon ke paar mein jahan tak inki paunch nahi
akele rehna seekha maine logon ke beech
jinki dosti ajeeb isliye banaaye dost nahi
jab lagi thi dil pe koi tha saath nahi
khud hi sab theek kiya maine
hustle ki roj usi mе thi khushi
toh laga sab jeet liya maine
maana ki har cheez har baar
na samajh saka ye dimaag par
music hi life toh zindagi jeenе ka
tareeka seekh liya maine
anjaani raahon pe ho g_ya laapata mein
akela baitha jaanu na mein raasta ye
iss zindagi ka koi bharosa nahi
tabhi aaj jee raha mein mujhe kal ka na pata
anjaani raahon pe ho g_ya laapata mein
akela baitha jaanu na mein raasta ye
iss zindagi ka koi bharosa nahi
tabhi aaj jee raha mein mujhe kal ka na pata
khud me mein gum
duniya ka na mujhe pata
jab hota waqt kharaab
koi nahi saath hota
jab jab gira mein
mein khud se hi utha
gir ke har baar
zindagi se kuch naya seekha
dekhe hain maine
ye saare duniya waale kaise
koi na pehechaanta beta
jab jeb me na ho paise
jaise tese maine
zindagi guzaari apni
jiyu mein apne tareeke se
mujhe dabna ab nahi
khushi hai kabhi kabhi gham hai
isi ka naam toh life hai
jab aayi musibat mein
haar nahi maana maine kiya fight hai
negative thoughts bi aaye
par chadne na diya maine unko mind me
ab karu badalon se baatein
aur taaron jaisa karna chaahta hu shine mein
anjaani raahon pe ho g_ya laapata mein
akela baitha jaanu na mein raasta ye
iss zindagi ka koi bharosa nahi
tabhi aaj jee raha mein mujhe kal ka na pata
anjaani raahon pe ho g_ya laapata mein
akela baitha jaanu na mein raasta ye
iss zindagi ka koi bharosa nahi
tabhi aaj jee raha mein mujhe kal ka na pata
كلمات أغنية عشوائية
- krillon the baptist - ring by ktb كلمات أغنية
- hank valencia - she came back كلمات أغنية
- lucio dalla - l'operaio gerolamo كلمات أغنية
- chirie vegas - g.p. emporio كلمات أغنية
- dang show - singing in the shadow: part 1 كلمات أغنية
- cryptic slaughter - circus of fools كلمات أغنية
- rina sawayama - xs كلمات أغنية
- sahana bajpaie - ei je tomar prem كلمات أغنية
- white lodge - okay, cupid كلمات أغنية
- pineapple island - bad intentions كلمات أغنية