kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

rawal - andar ka bacha lyrics

Loading...

(bridge)
ya ya zindagi
zindagi kathin
zindagi kathin, life nahi asaan
sabpe zar zimmedariyo ka baadha
ab main pehle jaise khulke nahi gaata
thode boht log zyada se nahi naata
mere bhai poore globe mein ab yaha waha
saare lage pade bharne mein khata
dil thaka phir bhi man mein hain asha
jab yeh kiya maine khudse yeh wada
(hook)
mere andar ka bacha na mare
yaa
andar ka bacha na mare rahe zinda
ya ya
mere andar ka baccha na mare
yaaa ya
andar ka baccha na mare rahe zinda

verse 1
jaise hota bada maine toh feel karu dead roz
dikhte hain jeb jaisе velcro
chahiye sab jaldi nahi hain time bro
par lifе ka bhi khudka hi tempo
lagta hawa mein udd jau tere saath
bandh kitaab kabhi khulta hi na
mujhe karna meri qala pe hain raj
mere gharwaale mere se naaraz
halka sochte hue nikal g_ya aaj
andar chikhoo par nikalti nahi aawaz
beej bota phir main dhundta anaaj
kya meri maa ka hota mere pe naaz
mere dost baithe hue hain ab dusre desh mein
hum saare cage mein, saare rat race
apno se door karte sapne poore
par pyaar bech ke
shakal pe mask nahi param besh mein
saare rat race mein
mera time boht keemti nahi karna wastage
ghadi mehengi karti tik tok tez tez
banate gaane, hum nahi tiktok bechte
mujhe lagta ki main ghoofa mein ghoom g_ya
sab divine kabhi paap kabhi punya
ptsd mein aadhi life bhul g_ya
banda maal f__ke bawe tha main udd g_ya
thodi derse hain darwaza khul g_ya
aur khula toh ho g_ye hain thode band
upar waale ne lagta hain mujhe choon liya
toh phir hausle abhi bhi buland
(bridge)
zindagi kathin
zindagi kathin, life nahi asaan
sabpe zar zimmedariyo ka baadha
ab main pehle jaise khulke nahi gaata
thode boht log zyada se nahi naata
mere bhai poore globe mein ab yaha waha
saare lage pade bharne mein khata
dil thaka phir bhi man mein hain asha
jab yeh kiya maine khudse yeh wada
(hook)
mere andar ka bacha na mare
yaa
andar ka bacha na mare rahe zinda
ya ya
mere andar ka baccha na mare
yaaa ya
andar ka baccha na mare rahe zinda
ya ya
rahe zinda

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...