
rapper shaz - intezaar كلمات الأغنية
chai ka shaukeen, cappuccino piya maine
do saal tere saath, zindagi jiya maine
kaam kaaz choda maine, tere saath chalne ko
apna naam choda maine, tere saath judne ko
kaam kra wo, j-sme bas, teri hi raza thi
pyaar kra maine kisse, mujhe mili bas udaasi
pyaar bhi kya, dukh kabhi khush tha wo
kya sachha pyaar tera, ya jhooth tha wo?
tere bin, jaane kyun, ban gya hoon raaz mai
aaj jo mai ban chuka hoon, na hi mujhko naaz hai
na hi khabar mujhko, na hi aitraaz hai
bas intezaar tera, tujhpe aitbaar hai
bas intezaar tera, tujhpe aitbaar hai
na hi khabar mujhko, na hi aitraaz hai
bas intezaar tera, tujhpe aitbaar hai
na hi khabar mujhko, tera intezaar hai
shaz!
mujhko tera intezaar hai
na hi khabar mujhko, na hi aitraaz hai
mujhko tera intezaar hai
haan!
tu hi bas mera pyaar hai
tu hi bas mera pyaar hai
mujhko tera intezaar hai
bas tera intezaar hai
كلمات أغنية عشوائية
- cat empire - protons, neutrons, electrons كلمات الأغنية
- currensy - one for da wave كلمات الأغنية
- clutch - oh, isabella كلمات الأغنية
- gadjits - angel and a devil كلمات الأغنية
- zakk wylde - the wizard كلمات الأغنية
- blessid union of souls - closer كلمات الأغنية
- catatonia - blow the millennium, blow كلمات الأغنية
- christopher dallman - baby one more time كلمات الأغنية
- war - lotus blossom كلمات الأغنية
- walters kazha - release your heart كلمات الأغنية