kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

rahib khan - nothing found lyrics

Loading...

kuch na mila mujhe kuch na mila
iss zindagani se kuch na mila
kuch na mila mujhe kuch na mila
iss zindagani se kuch na mila

mai gir pada
dunya ki iss race
aur chal pada
phirse gunahon ke phase mai
par khuda bada meharban hai
usski sabse badi shaan hai
maaf karne wala hai woh
aaala o bala hai woh
tune sahara liya
par iss dunya ka sahara liya
humne sahara liya
par uss khuda ka sahara liya
jo har pal mere pass hai
jisski har pal mujhe aas hai
ussi keliye mai khada
ussi ka hu mai gada
ab haath mai mere jaam hai
aur charon taraf hai maikada
yeh jaam koi sharab ka nai hai
issme hai mera gham bhara
gham bhara yeh gham bada
gham itna bada ke mujhe ghussa mera kam pada
gham bada hai zindagi mai gham bada
gham itna ke aankhon ka daira nam pada
chal pada mai chal pada
apne sachhe irado pe mai chal pada
ladkhada ke hua mai khara
aur phirse moo ke bal hoo mai gir pada
jhuka nai kisi ke saamne jhuka nai
mai ruka kisi ke peeche ruka nai
aur kyun mai ruku aakhir kia mera khuda nai?
mera jo khuda nai to koi mera saga bhai
mai bhaga doda kaam kiya
zindagi mai naam kiya
marna to asan na tha
ab jeena haram kiya
jo khaya halal kiya
khudko maine jaanliya
khudko pehchaanliya
manliya manliya sach ko hai maine maanliya
aik hi mansoobe ko hai ab thaan liya
khudko pamaal kiya mehnat ko neelam kiya
khwashein barbaad ki aur sach ko apne naam kiya
zindagi se to kuch na mila
sirf rab ki aik zaat mili
mujhe aashnai mili
rab ki zaat roshnai mili
halal ki rozi kamayi mili
rab ki zaat se pazeerayi mili
dunya ne to kuch na diya
bass rab ki zaat se yeh unchai mili mili

kuch na mila mujhe kuch na mila
iss zindagani se kuch na mila
kuch na mila mujhe kuch na mila
iss zindagani se kuch na mila
kuch na mila mujhe kuch na mila
iss zindagani se kuch na mila
kuch na mila mujhe kuch na mila
iss zindagani se kuch na mila
kuch na mila mujhe kuch na mila
iss zindagani se kuch na mila
kuch na mila mujhe kuch na mila
iss zindagani se kuch na mila

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...