rahat fateh ali khan - jiya dhadak dhadak jaye lyrics
tujhe dekh dekh sona – 2
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere bitaani
tujhmein basi hain meri jaan haai
(jiya dhadak dhadak – 3
jaayen) – 2
tujhe dekh dekh sona
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere bitaani
tujhmein basi hain meri jaan haai
jiya dhadak dhadak – 3
jaayen
kabse hai dil mein mere armaan kai ankahe – 2
inko tu sunle aaja chaahat ke rang chadha jaa – 2
kehna kabhi to mera maan haai
(jiya dhadak dhadak – 3
jaayen) – 2
lagta hain yeh kyu mujhe sadiyon se chaahu tujhe – 2
mere sapno mein aake apna mujhko banake – 2
mujhpe tu kar ehsaan haai
(jiya dhadak dhadak – 3
jaayen) – 2
tujhe dekh dekh sona
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere hain bitani haai
(jiya dhadak dhadak – 3
jaayen) – 2
dhadak jaaye jiya
dhadak jaaye jaaye
jiya dhadak dhadak
jiya dhadak dhadak
dhadak dhadak dhadak jaaye
(jiya dhadak dhadak – 3
jaaye) – 4
كلمات أغنية عشوائية
- shyerome - all i need lyrics
- todesfall - elevenfold alchemy lyrics
- ashley's excape - pop a bean (unofficial) lyrics
- the bolokos - tropical rude boy lyrics
- matt glavin - bucky's song lyrics
- adam ford (us) - random lyrics
- jshiny - snowball lyrics
- faker a.k.a. baby plugg - 29. グーニーズ ¡frëēê$t¥l€! ((╬◣﹏◢))ψ lyrics
- sma - nguwe lyrics
- ash daniel - tujh bin lyrics