kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

playsid - khuli kitaab (intro) كلمات الأغنية

Loading...

(intro)
neeche tha zero pe, kaato se keelo se
fokat ke ego se, ghum ki zanjeero se
jhagda ladka kyu ki usko ek choona tha khwaab
toh likhe alfaaz
milti nahi shaanti sone ya heero se, sikko ke dhero se, sikha ye peero se
choda phir peti ka peecha aur bhardi ek maqsad mai jaan aur li rahat ki saans

(verse 1)
kar dunga raakh
jitni raate kaati likhte yeh bar utne sar pe na baal
paidaish napaaq mai kehta hai baap
bitaayega zindagi rehke nakaam
halaat asaan nahi, batuye mai card nahi
khush karta kaam nahi, jalti hai jaan
maa ko hai naaz nahi, jhooti thi naazni
kitna gira phir bhi maani nahi haar
yaar, saath
datte khade peeche mere chaar paanch
jo bhi bhida seedha gade khada jaha mara wahi
murda padega tera baat maan
saakar, karne woh sapne toh bhaag aaj
taj chahiyе vash mai toh time thakne rukne bakchodiya baknе
bina neend ke hai aankh laal
mai khata raha bt pe bt phir beatein bajayi
aur chadta g_ya seedi pe seedi
likhta g_ya geeto pe geet, zindagi mai kami thi khushi ki
toh ghis daale knees, panne likh daale bees hi
baatein hai freaky, uthale yeh chaandi jo baatu mai free ki
behta kalam yeh havao sa breezy
jo mujhpe hai beeti woh tujhpe nahi beeti
(bridge)
woh raat thi kaali kaali janvari ki

(verse 2)
tha baitha hataash, niraash, udaas aur tanha
duniya se aur duniyadaari ke jaal mai sadd raha tha, khaak mai pal raha tha, baat samajh na tha aag se lad raha
9 se 5, 9 se 5 ke dal dal mai dab raha tha
nahi samajh raha kya mujhko tha banna
haan khaate mai paise toh kaafi
par mann apna andar se tang ha
mez pe pada dikha mujhe kora ek panna
panne pe jhalka ek sapna
sapne mai show pe mere bhai hazaar hai
ho jaise waha anna ka dharna
phir samjha kya karna aur hua azaad mai
ghisa din raat mai
album parosa ab thaal mai
kisse mere hai yeh khuli kitaab
hu khuli kitaab mai

(hook)
khuli kitaab, hu khuli kitaab mai
khuli kitaab mai khuli kitaab mai

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغاني الشهيرة

Loading...