kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

​pho (ind) - aastik كلمات الأغنية

Loading...

[verse 1]
mere aage woh karta hai sajde, ghutno pe bethe
fir dil apna rakh de, kadmo main mere
khud ko samete
woh kehta bin tere main toota bikhar ke
uski hat_ti na mujhse hain nazarein
jabtak na ankhon se aansu fisalte
chehre ko chuke main ansu ko ponchhu jab
chuhte hi mehke woh banke itar se
maine dekhi hai narazgi inn aankhon mein
kari hai maine thodi baat_cheet aankhon se
woh rehta chup hai, par woh cheekhta hai gaalon se
aur khele ek hi khel, joh khele mere balon se
aye, haan
haan, haan

[chorus]
bana woh sabse bada aastik
bethe pass mere paero ke
narazgi dur dur tak nahi
woh kehta taazgi mili usey aur
godh mein hai mere wapsi, ghar wapsi
woh sabse bada aastik
bethe pass mere paero ke
narazgi dur dur tak nahi
woh kehta taazgi mili usey aur
godh mein hai mere wapsi, ghar wapsi
[verse 2]
woh poori duniya se hai juda
poori duniya mein hai luta
poori duniya mein dhundta raha khuda
par usko na mila
woh kehta woh bhatka bohot
paero ke chale dikhate woh sach
kehta hai baatein par sookha halaq
kehta meri halat dekh aur samajh
maine dekhi thi narazgi jin aankhon mein
woh befikar ab udd rahey hain mere saath mein
joh kehta tha, nahi saboot in baaton ke
woh besabab ab chal raha mere ilaake mein
tu padhle toh khuli kitaab main
kalam si haathon mein thaam le
likhenge naya ek daur hum
hogi zindagi behtar ek khwab se
na bhujne dey seene ki aag yeh
le jau tujhe falak ke paar main
le jau tujhe falak ke paar

[chorus]
bana woh sabse bada aastik
bethe pass mere paero ke
narazgi dur dur tak nahi
woh kehta taazgi mili usey aur
godh mein hai mere wapsi, ghar wapsi
woh sabse bada aastik
bethe pass mere paero ke
narazgi dur dur tak nahi
woh kehta taazgi mili usey aur
godh mein hai mere wapsi, ghar wapsi

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغاني الشهيرة

Loading...