parv music - 3. rok sakta كلمات الأغنية
[chorus]
kya khud ko rok sakta ek baar
kya tujhko khoj sakta ek baar
ek baar tujhko chune de
ab hoon main roz marta ek baar
kya khud ko rok sakta ek baar
kya tujhko khoj sakta ek baar
ek baar tujhko chune de
ab hoon main roz marta ek baar
[verse]
socha ki ganeemat hogi
teri meri baatein ab hai seemat hog_yi
bani hui deewarein ab hain deemakon si
main hota bepanah ameer agar in aasuon ki keemat hoti
dekho main kayar reh g_ya
kal ko jo tha pakka ab woh shayad reh g_ya
ab mujh mein nahi raha
likhta tere baare mein jo woh shayar reh g_ya
main shayad keh g_ya ya ab bhi hoon ghutan mein hi
tu mere aas paas hai par tere hum nahi
kisi se dil laga sakoon hai itna dum nahi
aur tum se dil laga sakoon, yeh mera bas nahi
kuch aise hain halaat ban g_ye
hum kal the tumhaare ab hain past ban g_ye
hum garv the tumhaare ab hain raaz ban g_ye
hum parv thе tumhaare ab bas itna de bata
[chorus]
kya khud ko rok sakta ek baar
kya tujhko khoj sakta еk baar
ek baar tujhko chune de
ab hoon main roz marta ek baar
kya khud ko rok sakta ek baar
kya tujhko khoj sakta ek baar
ek baar tujhko chune de
ab hoon main roz marta ek baar
كلمات أغنية عشوائية
- eve calletti - veneno كلمات الأغنية
- jmb rrp - best ever كلمات الأغنية
- jadejoyner_official - hide كلمات الأغنية
- outsider (aus) - ache كلمات الأغنية
- hypothetics - newborn كلمات الأغنية
- nkenge 1x - the proud family: louder and prouder opening theme (bonus demo) كلمات الأغنية
- pogo car crash control - mon beauf كلمات الأغنية
- palma de majorca - alcatraz كلمات الأغنية
- super famous fun time guys - lame shit كلمات الأغنية
- fello-de-se - kicking up dust كلمات الأغنية