kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

og lucifer - suhana din كلمات أغنية

Loading...

[hook: og lucifer]
suhana din, suhani raat, basata hai kuch kahaniyan
suhana din, suhani raat, is dil ne gunguna diya
suhana din, suhani raah, yaadon ne phir bhula diya

[verse 1: og lucifer]
main wo nahi tha jo haalaaton ne bana diya
mere mann mein lagi aag, tabhi gala geela
mujhe kaha tha hai lagav, tabhi hoon akela
khud hi ke haathon se, khud hi ko tabaah kiya
khud garj na, khud ki garj, hum dard kaun, hum jigar
darte dil, dal_dal mann, zindagi duggar ban kar
pet bharta anban kar, dukh pahunche sarhad na
baat karta anban, yeh haath lena gardan par
dil ka bojh hai itna, baawe toot jayenge pair
in baaton ka jaal aisa, ukhde kadde murdon mein
nashon mein, ghar pe jata, mujhe wo bhi lagte ghar
kahin ho na jaun main aazaad, milu bas tasveeron mein
insaan ka mol_bhav aur zindagi ka auction
road pe tha accident, hum utha lete phone, purse
chehron ke peeche chehre hain, show me baawe yotel bana
matlab hasu toh wo pooche, “nasha kaunsa?”

[hook: og lucifer]
suhana din, suhani raat, bas saath hai kuch kahaniyan
suhana din, suhani raat, is dil ne gunguna diya
suhana din, suhani raat, yaadon nе phir bhula diya
suhana din, suhani raat, in haathon se khud barbaad kiya
[verse 2: calm]
suhana din, suhani raat, tere bina poora din kaat liya
suhani jin, suhani baat, tеre saath sab kuch baat diya
suhana din, toofani raat, tere liye pyaar ko chance diya
haath pe haath, basake, tere liye dard ko daan kiya
chhuani jaan chhuani din bina tere bole sab jaan liya
mujhe pasand uski hansi, se pasand mera afro
tere pita dhyaan toh maine nahi diya cash ko
sona de tera dard tu suna de meri behen jo
cheezein humse pad ke hai toh diya bhains ko
suhana din mai jab bhi dost aur saath f_ck du rapko

[hook: og lucifer]
suhana din, suhani raat, basata hai kuch kahaniyan
suhana din, suhani raat, is dil ne gunguna diya
suhana din, suhani raat, in yaadon ne phir bhula diya
suhana din, suhani raat, in haathon se khud barbaad kiya

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...