og lucifer - kahaani ghar ghar ki كلمات أغنية
[intro: og lucifer & ghaatak]
yo ghaatak!
[?]
pata hai artist ko artist ki tarah dekh rahe hai
par ek artist bhi to insaan hi hai na
pata hai bachpan me maine kya dekha tha og
[hook: og lucifer]
maine pit ta dekha maa ko kaise du mai tujhpe haath utha
maine peeta dekha baap ko tabhi mujhse ye na glass utha
maine dosti kari aisi mujhe nasho ka hi saath mila
maine kiya aisa pyaar ki khudse hi ni aankh mila
ye aansu meri jaan
ye aansu meri jaan
ye aansu
meri jaan
meri jaan
meri jaan
[verse 1: ghaatak]
maine pitta dekha ma ko kaise sakta tujhpe haath utha
meri duniya jaani bikarus din soke ja jo baap utha
mere neend na hai aati jabse gaye ye tere khwaab utha
aur unme se na mai jo karke vaado se hain bhag utha
mai jaanu teri aankhein nhi hai aansu ke bas paar utha
toot te dilon ki khabrein padhti tu akhbaar utha
aur dil me panpe baatein jo vo deti bas takraar utha
vo pehle hi hai tooti kaafi aise bas mat maar khuda
[verse 2: og lucifer]
ja jaan chuta, mai haar chuka
meri saansein kehti ghaas f__k aa
mera sar jhuka
na raaz chupa
ni vapas aata ma chuda
navratre ka pehla din aaj soke mera baap utha
mera dil ka bhaar tha zyada ye kandho ka bhaar na bhaar laga
cheating is a choice baby na hoti vo mistake
mai mauke de rha pyaar ko cuz baby im a risk taker
mere aansu kehte mujhko baby pee aur pee le
aur sacha dil jab toot ta hai vo karni paata heal hai
[chorus: og lucifer & ghaatak]
kahani ghar ghar ki
kahani ghar ghar ki
kahani ghar ghar ki
kahani ghar ghar ki
kahani ghar ghar ki
maine pit ta dekha maa ko kaise du mai tujhpe haat utha
maine peeta dekha baap ko tabhi mujhse ye na glass utha
maine dosti kari aisi mujhe nasho ka hi saath mila
maine kiya aisa pyaar ki khudse hi ni aankh mila
[verse 3: og lucifer]
hai dekhi ghar ghar ki kahani
kamzor mard aur peet ti janaani
shareer toota jaya khada ni
fir bhi khana vo banati
chugli chaati kaan bhar aati
smack ki lat gun_vun bikwaati
ghar kalesh tha aisa baawe bacha nashe me pada hua
jail salakhein na sikhati jo sikhaye ghar ki chaar diwaari
dekhi aisi gareebi baat chupata tha chaar bimaari
biwi ke saath zabardasti hota vo ek balatkaari
maa ko ladte dekha na lagti ladki yahan abla naari
aansu
suuu
[verse 4: og lucifer & ghaatak]
vo sehti sab kuch maasoom
ghar ghar ki kahani baitha sadma dil me ghar ghar ke
bas khaati gaali bhar bhar ke parose thaali dar dar ke
peeke aata baap jab hoti maa aur uski dhadkan tez
tu rok na paata hota hai vo jo ghut jaata tha andar se
vo chota tha par buzdil na samajhna sab kuch mushkil sa
aur haath uthana aurat pe na thana usne uss din tha
to kaise sakta haath utha mai chaahe karde maaf khuda
tu chaahe jitne raaz chupa mai thaamu har ek haath subah
aur aansu leti aankh chupa
aur aankhein leti dard chupa
maine pehli aurat samjhi meri maa
mera pehla dost tha nasha na tha baap
to bata kaise mai uthau ye haath
[outro: og lucifer & ghaatak]
aansu
meri jaan
meri jaan
meri jaan
chal chalte hain og
كلمات أغنية عشوائية
- yosef getu - rise from the struggle كلمات أغنية
- gideon titus - shaking hands كلمات أغنية
- rexv2 - hit yo top كلمات أغنية
- dj ghost2003 - детка позвони (baby call me) كلمات أغنية
- littleshade - krąg كلمات أغنية
- yo gabba gabba & hunter revenge - little baby كلمات أغنية
- гоня (gonya) - як догодити реперу (how to please a rapper) كلمات أغنية
- nvscvr & red fingers - trust كلمات أغنية
- p9d - ก.ร.หลอก (l.b. tricked) كلمات أغنية
- sutakku & thomas marchon - sad actor كلمات أغنية