kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

nusrat fateh ali khan – khwaja e khwajgan كلمات اغاني

Loading...

charaagh-e-chisth shah-e-auliya ghareeb nawaaz
bahaar-e-anjum-e-musfata ghareeb nawaaz
suno suno mere haajat rawa ghareeb nawaz
mein day raha hoon sada per sada ghareeb nawaz

khawaja-e-khawajgan haami-e-bekasa
iljita sun lo shah-e-umam k liyeah
kerdo kerdo karam murshid-e-mohtaram
tum ko bhaija g-ya hai karam k liyeah

kerdo kerdo karam mere khuwaja piya
ger tum na karo g-y to karam kaun karay ga
jhooli meri tumhare siwa kaun bharay ga
mere khuwaja piya kerdo kerdo karam…

tera karam nahi to qayamat hai zindagi
tera karam ho jab to salaamt hai zindagi
//kerdo kerdo karam mere khuwaja piya
kerdo kerdo karam murshid e mohtaram
tum ko bhaija g-ya hai karam k liyeah

hai tumhari talab haasil-e-bandagi
is say barh ker nahi hai ibadat koi
mere sajday hein ey khuwaja hind-al-wali
bus tumhare he naqsh-e-qadam k liyeah

noor-e-shah-e-najaf mere khuwaja piya
tere chaukhat pay waliyon nai sajda kia
khaaliq-e-dojahaan say yeah rutba mila
tere darbaar faiz-o-karam k liyeah

shah-e-ajmer mera masiha (messiah) hai tu
dard mandoon ke dukh ka madawa hai tu
teri nisbat ka daman rahay haath mein
bus dawa hai yeah he ranj-o-gham k liyeah

kamraan? hath hai sayyad-e-mehrbaan
hai tera kaam khuwaja khata poshiyan
laaj rakhna fana ki moeen-e-jahaan
hashr mein taajdaar-e-haram k liyeah

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...