kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

nakash aziz – aaya re thackeray كلمات اغاني

Loading...

hey aye aaya aayia dekho
aaya maseeha sabh kay dil peh chaaya hey
dharti ambar saara samundar
dikh’ta usska saayia hey

ho oh,

aaya aayia dekho
aaya maseeha sabh kay dil peh chaaya hey
dharti ambar saara samundar
dikh’ta usska saayia hey

fanka’ar hey voh damdaar hey voh
arey chhukar nanh dekho
aangaar hey voh
kehta hai har koyi saare
zamaaney peh thackeray ae

aaya reh aaya rey aaya reh
sabh ka baap rey
arey kehtey hain kehtey hain
kehtey hain ussko thackeray aye-(x2)

hon dar par jo usskey aaye sawalli
khaali kabhie voh nanh jaata aah
jo bhi kehta hai kar kay dikhata
vaada voh har-dam nibhaata

hai aye hath’on mein kanthi maala hain usskey
andaaz uss-ka niraala
soorat nanh dekhey dekhey jarurat
sabh ka hey voh rakhvala

dildaar hey voh arey lalkaar hey voh
sabh kay dill’on ka
sardaar hey voh
kehta hai har koyi karnein
nanh dega voh paap rey ae

aaya reh aaya rey aaya reh
sabh ka baap rey
arey kehtey hain kehtey hain
kehtey hain ussko thackeray aye-(x2)

hain, hey sabh kay
honth’on peh usski kahaani
dooniaa hey usski diwaani
chhotey seh qadh mein
himmat hey ittni
jitna samundar mein paani

taaqat ka shauhrat ka voh khazaana
chal’ta hey peechey zamaana
usski nazar sey bach’ta nanh koyi
essa hey uss-ka nishaana

khuddar hey voh sarkaar hey voh
tutte dill’on ki patwaar hey voh
mitt nanh sakegi eisi
hey usski chhap rey ae

aaya reh aaya rey aaya reh
sabh ka baap rey
arey kehtey hain kehtey hain
kehtey hain ussko thackeray aye-(x2)

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...