kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

mr mani & sami amiri - preach كلمات أغنية

Loading...

[intro]
uh

[chorus]
haan, tere sheher may, akela sher mein
haan, launday back up pe bethe huay jail may
haan, vairi vair may, haan, saaray qaid may
haan, ek call pe karun inhein dhair mein
ab tere sheher may, akela sher mein
haan, launday back up pe bethe huay jail may
haan, vairi vair may, haan, saaray qaid may
haan, ek call pe karun inhein dhair mein

[verse 1]
goli seenay pe, ya maarun seedha sar pe?
ghar ka mahol rehta, laalay, inke ghar pe
aaya pairon pe, naa jaayega tu chal ke
kitne ragarh diye mein ne haathon pe masal ke
maara_maari hai, maal kaarobaari hai
kaala paisa nahi, laalay, white ki bimaari hai
ghar ka bara hona, laalay, sar pe zimmedari hai
itna famous hona jaise zafar supari hai
unnees_bees nahi, meelon ke hain faaslay
peeche lagay mere mafiyon ke qaaflay
har gully konay hote naye haadse
mein ratta hua mani apne rabb ke hi aasray
dil ka saaf nahi, tabhi inse baat nahi
dikhay bright sab, hogi kaali raat nahi
muu pe bakri aur peeth peeche bolte
delhi ka slang chhaapein, khudka koi art nahi
[chorus]
haan, tere sheher may, akela sher mein
haan, launday back up pe bethe huay jail may
haan, vairi vair may, haan, saaray qaid may
haan, ek call pe karun inhein dhair mein
ab tere sheher may, akela sher mein
haan, launday back up pe bethe huay jail may
haan, vairi vair may, haan, saaray qaid may
haan, ek call pe karun inhein dhair mein

[verse 2]
tu woh kutta hai jo gaari chalay bhonkta hai
tu saath walon ko aagay bharne se rokta hai
ab baatein meri, laala, ghaur se tu suna kar
jo apne gang ka nahi, woh hota dogla hai
meri zubaani tu sunega kahaniyan yahan
uthte, chalte, phirte hum ne dekhi yahan nakaamiyan
plate may sab mila, tere liye aasaaniyan
yahan hustle karke laundon ki mitt gayi hain jawaaniyan
kabhi misaal deta, khudka bhi tha haal dekha
kitne sawaalon ko sawaalon may sanwaar deta
kabhi mein haar ke bhi haaray huay haar deta
mein khush mizaaj rehta, khudki anaa maar deta
mein tera senior hoon, chhote, har lehaaz se
rapper libaas se nahi, faraq parta art se
yeh teri aadatein kamtar banayengi
show me respect, woh bhi, bete, aaj se
[chorus]
haan, tere sheher may, akela sher mein
haan, launday back up pe bethe huay jail may
haan, vairi vair may, haan, saaray qaid may
haan, ek call pe karun inhein dhair mein
ab tere sheher may, akela sher mein
haan, launday back up pe bethe huay jail may
haan, vairi vair may, haan, saaray qaid may
haan, ek call pe karun inhein dhair mein

[outro]
call
akela sher mein
sher mein
sher mein
sher mein

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...