kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

mr. lay g - mehnat (intro) كلمات الأغنية

Loading...

verse 1
mujhe kya tu rokega tujhe toh khud pe nazz ni hai
chod de tu koshish karna tere bas ki baat nahi hai
dekh ke tujhe toh ab mujhe khunddak aati hai
phir bhi yeh baat tere bheje mein na jaati hai
akela chalna sikha kyuki koi mere sath ni hai
phir bhi kari hussle puri din raat he hai
ab toh na ruku kyuki manzil lage pass hee hai
aankh meri laal mera maal bhi kamal hee hai
aage mein bhadunga na daar kisi baat ka hai
hath mere saar pe mere maa or baap ka hai
unhe hai vishwas unka ladka garam aag sa hai
farak nahi padhta mujhe logo ki koi baat ka ab
apne mein ab rehna sikha chahiye nahi koi sath bhi ab
jin pe bharosa kara nikale saare saanp bhi sab
gaur kar tu baat pe mein nikalu sabse aage ab
hussle, hussle, hussle hain yeh zindagi

chorus
mushkile toh aaengi par rukna nahi sikha
kisi ke aage tu apne sar ko na jhuka
maan meri baat apni soch ko ab bada
jo chaha tune uss ko tu karke ab dikha

verse 2
abhi toh shuruwaat hai tu har kyu ab manta hai
jana bhaut hai aage ab lamba tera raasta hai
aur ki baato ka ab bura kyu tu maanta hai
khud pe bharosa nahi khudko na kya jaanta hai
mehnat jo na karta uska talent kiss kaam ka hai
baap ki kamai pe ab roob kyu jhadta hai
khudse karke dekh toh phir mtlb badal jaata hai
khoon or paseena ka phir mol samajh aata hai
kisi ko galat dikhau yeh na mera raasta hai
jo bhi aisa karta unse ab na mera vaasta hai
kisi ko nicha dikha ke tujhe maja aat hai
toh jaldi tujhe apni soch ko badal na hai
nafrat karte bhaut par pyaar meri maa ka hai
agar ab girunga toh uthne ko papa hai
ready hu mein ab duniya mein ab chahne ko
kisi ki aaukaat mujhe rook ke dikhae
chorus
mushkile toh aaengi par rukna nahi sikha
kisi ke aage tu apne sar ko na jhuka
maan meri baat apni soch ko ab bada
jo chaha tune uss ko tu karke ab dikha

verse 3
kalam se likhunga ab mein itihas ko
durr raho beat ab na aao tum paas toh
durr raho beat ab na aao tum paas toh
rehenge wo pass jo de re mere sath toh
asli wale dost isiliye dil ke hai vo saaf toh
unki bhi hai mehnat isiliye hu ab layak mein
sikhaya unhone, ab banana khalnayak hain
mtlb ke liye jab karte the wo call bhi
kyuki unko pata yeh banda bhaut saareef hee
samajh mujhe aya that you’re not my real g
listen now listen now f_ck you b_tch

chorus
mushkile toh aaengi par rukna nahi sikha
kisi ke aage tu apne sar ko na jhuka
maan meri baat apni soch ko ab bada
jo chaha tune uss ko tu karke ab dikha

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغاني الشهيرة

Loading...