kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

mivaan – bewajah pyaar كلمات اغاني

Loading...

jiss pyaar ki ho, koi wajah
woh pyaar nahi, sajni

khudgarzion se jo ho bhara
woh raasta nahi sajni

khud ko bhulaakar
paaya tujhe

warna tha mumkin
kahaan …..

bewajah pyaar tujhse karu main
bewajah pyaar tujhse karu

bepanah pyaar tujhko karu main
bepanah pyaar tujhko karu

chaahe waqt le kitne bhi imtehaan
main har mod sang tere khada

khud ko bhulaakar paaya tujhe
warna tha mumkin kahaan

jo pyaar ho bewajah
usme hi toh hai
shiddat

kaisi niyat tere yaar ki
kaisi hai uski fitrat

yahi toh hai laazmi
mohobbat mein na ho
koi kami

bewajah pyaar tujhse karu main
bewajah pyaar tujhse karu

bepanah pyaar tujhko karu main
bepanah pyaar tujhko karu

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...