kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

mayank bhardwaj - blosom lyrics

Loading...

aane se tere savar g_yi thi yeh zindagi
jaane se tere bikhar jo g_yi hai

abhi toh jagi thi yeh kismat
phir jaane kyu
aakhir kyu chali yeh g_yi hai

itna toh tay hai
na hoon khush main yaha
na ho khush tum waha
jabh humme nahi manzoor yeh faaslaa
toh kismat ne kaise chun liya yeh raasta

koos raha hoon khudhko
ki thoda jaan leta tujhe
thoda kaash aur mang leta tujhe

itna toh tay hai
na hoon khush main yaha
na ho khush tum waha
jabh humme nahi manzoor yeh faaslaa
toh kismat ne kaise chun liya yeh raasta

kaise iss dukh bhare registan me
hasi ke phulo ko paani degyi tum
jo tere jaate hi murjha se g_ye
aur ho g_ye gum
shayad main hi nahi nibha paya tha woh
pyaar jo deg_yi zindagi bhar ka tum

kaha dhundho abh tujhe
chalu?
bhagu?
ya theher jau?
aur karun intazaar

itna toh tay hai
na hoon khush main yaha
na ho khush tum waha
jabh humme nahi manzoor yeh faaslaa
toh kismat ne kaise chun liya yeh raasta

kar raha hoon tera intazaar
ek guzarish hai
aajana yaar
kyuki na aayi tu iss baar
shayad sambhal na paaye iss dil ko
tera yeh yaar

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...