kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

maliha j. khan, hassam anwar & shameer - humrahi كلمات أغنية

Loading...

[verse 1: maliha j. khan]
mere raastay mei tu na aana kabhi
bhool se bhi dil na lagana kabhi
zindagi safar hai
dunya be_khabar hai
rahi mein ankahi
zindagi thi khaali, koi na tha mere saath
ho gaye [?]
is andheri raah mei
teri wafa ke intezaar mei

[chorus: maliha j. khan]
mausiqi mera saaqi raha
mausiqi mera saaqi raha
be_zaar humrahi raha
koi mujh se yeh le na saka

[post_chorus: maliha j. khan]
lafzon mei likhi ada_da_da_da
mere raastay mei na aa_aa, na_na
mere falsafay mei dagha_aa, ha_ha
mere raastay me na aa, na_na

[verse 2: hassam anwar]
ab guzray din tou laga hai
mujhe apne dil ka pata nahi
aur itna khud se juda tha (juda tha)
tou kaise hi tum se khafa hoon?
meine zindagi guzari yahan
ban ke waadiyon ki hawa, dil bhaari raha
mein khamoshiyon ka aadi raha
waqt guzar gaya hai meri kehkashan ka
tou kyun?
bas dеkha yahan
tum torr diye woh naatay
jin se juray thay waaday
aur yoon
aur jeene ka
rеhta hai rasta baaqi
meri zindagi mei aagay
[pre_chorus: hassam anwar]
tu mere raastay na aa, na_na
tu mujhe itna sata_aa na
ab guzray din tou laga hai
ke anjaan hoon mein ab aap se

[chorus: hassan anwar, hassan anwar and maliha j. khan both]
mausiqi mera saaqi raha
mausiqi mera saaqi raha
be_zaar humrahi raha
koi mujh se yeh le na saka
mausiqi mera saaqi raha (saaqi raha)
mausiqi mera saaqi raha
be_zaar humrahi raha
koi mujh se yeh le na saka

[post_chorus: maliha j. khan]
lafzon mei likhi ada_da_da_da
mere raastay mei na aa_aa, na_na
mere falsafay mei dagha_aa, ha_ha
mere raastay me na aa, na_na

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...