kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

luminair - beintehaa lyrics

Loading...

[verse 1]
tere liye benaam hi
badnaam hone chala hoon
tere hawaale main husn se
barbaad hone chala hoon
inn kaagazi alfaazon mein bhi
dhoondhoon ab main tujhe
taqdeer ki tasveer mein bhi
dikhti na tu mujhe

[pre_chorus]
kyun iss tarha door hona chahe tu
yun be parwah kyun rona chahe tu
tune khadi ki ye deewaar hai
hain ajanabee hum paas hoke bhi

[chorus]
jo main na raha
teri aankhon mein doob jaane ko
beintehaa, beintehaa
tujhko chahne ko
jo main na raha
tere labo se lab milane ko
beintehaa, beintehaa
tujhko chahne ko
[verse 2]
khanjar se hain ye lafz tere
taar taar mujhko kar g_ye
malum ye bhi ab na raha
khud se hum kab bichad g_ye
tujhko rakha saja ke yun
aapne dil ki deewaro pe
parwah bhi kaha tujhe
bhatkoon main teri raahon pe

[pre_chorus]
kyun iss tarha door hona chahe tu
yun be parwah kyun rona chahe tu
tune khadi ki ye deewaar hai
hain ajnabee hum paas hoke bhi

[chorus]
jo main na raha
teri aankhon mein doob jaane ko
beintehaa, beintehaa
tujhko chahne ko
jo main na raha
tere labo se lab milane ko
beintehaa, beintehaa
tujhko chahne ko
[verse 3]
jis din tujhe ye mehsoos ho
hai jaan meri tujh mein
dua karu tu mehfooz ho
main chahe na hoon mujh mein

[pre_chorus]
kyun iss tarha (kyun iss tarha)
door hona chahe tu (chahe tu)
yun be parwah (yun be parwah)
kyun rona chahe tu (chahe tu)
tune khadi ki ye deewaar hai
hain ajanabee hum paas hoke bhi (hoke bhi)

[chorus]
jo main na raha
teri aankhon mein doob jaane ko
beintehaa, beintehaa
tujhko chahne ko
jo main na raha
tere labo se lab milane ko
beintehaa, beintehaa
tujhko chahne ko

jo main na raha
teri aankhon mein doob jaane ko
beintehaa, beintehaa
tujhko chahne ko
jo main na raha
tere labo se lab milane ko
beintehaa, beintehaa
tujhko chahne ko
[outro]
woah ooh ooh
woah ooh ooh
woah ooh ooh
woah ooh ooh

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...