lucky ali - na tum jano na hum - kaho na pyaar hai lyrics
kyon chalti hai pavan
kyon jhume hai gagan
kyon machalta hai mann
na tum jano na hum
na tum jano na hum
kyon aati hai bahaar
kyon lutta hai karaar
kyon hota hai pyaar
na tum jano na hum
na tum jano na hum
ye madhoshiyaan ye tanhaiyaan
tasabur mein hai kiski parchhaiyaan
ye bhiga samaan umangein jawaan
mujhe ishq le ja raha hai kahaan
kyon gum hai har disha
kyon hota hai nasha
kyon aata hai mazaa
na tum jano na hum
na tum jano na hum
dhadakta bhi hai tadapta bhi hai
ye dil kyon achanak bahakta bhi hai
mahakta bhi hai
chahakta bhi hai
ye dil kya vafa ko samajhta bhi hai
kyon milti hain nazar
kyon hota hai asar
kyon hoti hai sahar
na tum jano na hum
na tum jano na hum
kyon chalti hai pavan
kyon jhume hai gagan
kyon machalta hai mann
na tum jano na hum
kyon aati hai bahaar
kyon lutta hai karaar
kyon hota hai pyaar
na tum jano na hum
na tum jano na hum
كلمات أغنية عشوائية
- costa de ámbar - la costumbre lyrics
- 怕胖團 - 20世紀少年 lyrics
- bobby bare - the trouble with angels lyrics
- nella kharisma - nonton jaranan lyrics
- emil bulls - the anatomy of fear lyrics
- petar wagner - kome verna si lyrics
- accidental indies - til the lights come on lyrics
- mate's fate - alone lyrics
- hanako oku - パズル lyrics
- sidhu moose wala - its all about you lyrics