kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

kk – yaara re كلمات اغاني

Loading...

ajnabi kahe ke apna kahe
ab kya kahein kya na kahein

ajnabi kahe ke apna kahe
ab kya kahein kya na kahein

ishare bhi chup hain
zubaan khamosh hai
sadaa gumsum si hai
tanha aagosh hai

yaara re, yaara re..
kyun faaslon mein bhi tu yaara re

yaara re, yaara re..
kyun faaslon mein bhi tu yaara re

tu chhoot kar kyun chhoota nahi
kuch toh judaa hai abhi
main toot kar kyun toota nahi
jeene mein hai tu kahin

ishaare bhi chup hain
zubaan khamosh hai
sada gumsum si hai
tanha aagosh hai

yaara re, yaara re..
kyun faaslon mein bhi tu yaara re

yaara re, yaara re..
kyun faaslon mein bhi tu yaara re

hai har ghadi woh tishnagi
jo ek pal bhi na bujhi
hai zindagi chalti hui
par ye zindagi hi nahi

ishare bhi chup hain
zubaan khamosh hai
sada gumsum si hai
tanha aagosh hai

yaara re, yaara re..
kyun faaslon mein bhi tu yaara re
yaara re, yaara re..
kyun faaslon mein bhi tu yaara re

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...