kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

kunal bojewar - yeh baarish jab hoti hai كلمات أغنية

Loading...

yeh baarish jab hoti hai
yaad teri aati hai

yeh baarish jab hoti hai
yaad teri aati hai mujhko haan mujhko
inn tez hawaon mein tu
yoon hi ghul jati hai mujh mein haan mujh mein

tere liye khud mein dooba main rab janta hai
tere liye dar_dar bheega main rab janta hai

ab main kar doon qurbaan
meri zindagi tere naam
bas dede tera pyar tu mujhko

yeh baarish jab hoti hai
yaad teri aati hai mujhko haan mujhko
inn tez hawaon mein tu
yoon hi ghul jati hai mujh mein haaan mujh mein

tu hi hai saawan
tu hi hai saajan
tu hi savera mera
tu hi hai saawan
tu hi hai saajan
tu hi savera mera
antra _

har boond_boond mein teri tasveer nazar aati hain
har lehar_lehar mein teri chunariya lehrati hai
inn mast ghataon mein main tujh mein ramm jata hoon
in unche unche ambar mein
tujh sang udd jata hoon

ab main kar doon qurbaan
meri zindagi tere naam
bas dede tera pyar tu mujhko

yeh baarish jab hoti hai
yaad teri aati hai mujhko haan mujhko
inn tez hawaon mein tu
yoon hi ghul jati hai mujh mein haaan mujh mein

tu hi hai saawan
tu hi hai saajan
tu hi savera mera
tu hi hai saawan
tu hi hai saajan
tu hi savera mera

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...