kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

karneast - main tera ho gaya كلمات أغنية

Loading...

[verse: karneast]
hai tu humraaz haan
main tere dil ka pasbaan
meri jaan_e_ghazal ka tu pura asmaan

[pre_chorus: karneast]
teri zulfein lehri, meri palkein thehri
teri saadgi ka ho gaya
tera yun muskurana kare mujhko deewana
teri saadgi ka ho gaya

[chorus: karneast, simon vikram]
main tera ho gaya
main tera ho gaya
main tera ho gaya (hona nahi tha, socha nahi tha par fir bhi main)
main tera ho gaya (hona nahi tha, socha nahi tha par fir bhi main)

[instrumental break]

[refrain: all]
mere naseeb mein khudko likhale
zehenaseeb tu mujhko banade
qafas hai ye tere husan ka
de mujhe umar qaid mujhe qaidi b_n_le
tu hai noor ka aabshar
tere lams mein dekhta hai khumaar
mere nafs ki tu hai sayonee
kyun karti tu aitbaar
[pre_chorus: riya]
meri zulfein lehri, teri palkеin thehri
meri saadgi ka ho gaya
mera yun muskurana karе tujhko deewana
meri saadgi ka ho gaya

[chorus: riya]
tu mera ho gaya
tu mera ho gaya
tu mera ho gaya
tu mera ho gaya

[outro: simon vikram]
hona nahi tha, socha nahi tha par fir bhi main
hona nahi tha, socha nahi tha par fir bhi main
hona nahi tha, socha nahi tha par fir bhi main
hona nahi tha, socha nahi tha par fir bhi main

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...