kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

kaafir music & v-shaedy - soul lyrics

Loading...

[verse 1 : kaafir]
fark ni padta mera tha kaisa past tense
par galat hai andaaza tera ke mai harmless
par kaash mai
bata sakta ki aakhir wajah kya hai
meri ye pen uthaake gaadne ki
seedha tere nostrils mei

sach ye kadva lekin mithaas parinaam mei
aur iske chalte the bigaade rishte parivaar se
par jab pata chala ke har ek waqt hai sahi
toh utaar feki apne
chakrvyuh ki ghadiaath se aur ab

[hook : v_shaedy]
lapete log humne naach ke dikhake
pighle kaanch pe
to baat hi ni hai
khatam hone ki hamara khauff
dukh hamare maans se kyun laage
kyunki raag yeh insaan_ahaari
baant_te firen hamari soul

lapеte log humne naach ke dikhakе
pighle kaanch pe
to baat hi ni hai
khatam hone ki hamara khauff
dukh hamare maans se kyun laage
kyunki raag yeh insaan_ahaari
baant_te firen hamari soul

[verse 2]:
hey! main narcissist
jab kholun apni baarwin sense
dekhnun teri bucket list ki last intention
meri “harm_less” pen
jyunki jab main likhun mujhe cheekhna pade
“please harm less” hunh!
gine din apne tute bikhre depression ke
gotta say they are now a less lot like my hairfall
yeh baal gadhe follicles me solid
d_mn dawg! you’ll never ever see
this motherf_cking heir fall
raajgadi pe kaafir aur main
pardarshi sachhai
saraswati shabdon me hai vaas karti
kataaskh, uske bina meri baat hi ni banti
partic_p_tion trophie leke sochen naiya paar kardi
hichkole khaate hindole jaise
hind bol me piroye humne hymns wholehearted
haath failake industry puche soul kahan hai?
khushfehmi to sunn, hum to saari aagye baant ke

[hook : v_shaedy]
lapete log humne naach ke dikhake
pighle kaanch pe
to baat hi ni hai
khatam hone ki hamara khauff
dukh hamare maans se kyun laage
kyunki raag yeh insaan_ahaari
baant_te firen hamari soul
lapete log humne naach ke dikhake
pighle kaanch pe
to baat hi ni hai
khatam hone ki hamara khauff
dukh hamare maans se kyun laage
kyunki raag yeh insaan_ahaari
baant_te firen hamari soul

[verse 3 : kaafir]
dono kalayi par lapete bandages
’cause maybe i can’t resist
the feeling of self hurt and
mera face canvas hai
aur hai brush ye paina sa blade
toh let me engrave my state of mind bina tantrum ke
kisi yuva ki buddhi mei aani baat ni ki
fayda ni karne mei dukhdon ki raajneeti
tukdon pe palke bhi palke na geeli jinki
vo ginti ke shaqs se hai vinti ke
rakhna apni naak seedhi
aahh! ye galti aapki thi
ranjishein aapsi thi
joothe rukkey maare toh fir laazmi naraazgi thi
nafratein baawdi si
mathe mei bhaagri thi
palle ni padri toh doori rakhna mujhse saaf seedhi
ye na koi saanp_seedhi
mai jaanu aap beeti
ubalte chimte munh mei deke khichu jaad samjhi?
sachai saraswati shabdon mei hai vaas karti
fir wahi shaant saraswati, kaali ban awaaz karti ke
[hook : v_shaedy]
lapete log humne naach ke dikhake
pighle kaanch pe
to baat hi ni hai
khatam hone ki hamara khauff
dukh hamare maans se kyun laage
kyunki raag yeh insaan_ahaari
baant_te firen hamari soul

lapete log humne naach ke dikhake
pighle kaanch pe
to baat hi ni hai
khatam hone ki hamara khauff
dukh hamare maans se kyun laage
kyunki raag yeh insaan_ahaari
baant_te firen hamari soul

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...