kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jokhay, jj47, talhah yunus & shareh - enemies كلمات أغنية

Loading...

[verse 1: shareh]
mere baaray karein batein jo dou, inko mic laake dou
inke jese toh aate hain dhai laakh may dou
comments mein phanste hain bhai aa ke woh
abay chhotay tu nikal ja, bhaiya ko bol
wazan hai baat mein, yahin aa ke tol
mere saamne bhi khulein hain kayi saare door
aatay_jaatay hotay bas daama_dol
inki baaton say bas hai bigharta mahol
toh please, mera kuch kaam hai, mera na piyein aap waqt aur bhej dein mujhe bas fees
mera toh naam hai idhar, toh jigar, tu rahega duur toh hogi tameez
i don’t repeat, i am the one, man, i am the g
tere jese toh main kha jau like three
i’m on a spree, jokhay ki beat pe nachеin sab
boom check check, drip bhi hard
tu kar check_chеck, flow bhi smooth
sab perfect, idhar sab set
in the worst case, mere blood test mein bhi substances
ho koi sh_t, tu bas kar rest, phir tu bhar text in the prospect
liya tha maine bhi first step, badla perspective

[chorus: shareh]
mili hai jeet aur milay khasaare (yeah, yeah, yeah)
milta nahi kabhi yahan waqt aur milta hai jab toh dekhe nazaare (yeah, yeah, yeah, yeah; yeah, yeah, yeah)
phir karega kese koi shaq jab hum he hain seth aur hum he sarkaar hain (nah, nah, nah)
lafz ab bann ke har zabt aur maloom phir mujhe ab unki har chaal hai (yeah, yeah, yeah)
woh enemies aaj bhi still (yeah), still (yeah), still (still)
beatein ho’n aaj bhi k!ll (k!ll), k!ll (k!ll), k!ll (k!ll)
gaanein ho’n aaj bhi sick (sick), sick (sick), sick (sick)
enemies aaj bhi still (still), still (still), still
[verse 2: jj47 & shareh]
chalta ye aa raha zamano’n say
sunay hongein tumne kissay bhi kaano’n say
khela hai unki aur apni bhi jaano’n say
lafray jo hoye, sar kholein hain paano’n say
toray bharam, jo thay larte zabaano’n say
karachi qasam, nahi bhaage maidaano’n say
shaam hote studio pohnche bahaano’n say
gaanay pe gaana par thakte nahi gaano’n say (woah)
mere liye aam si baat hai (yeah)
tere liye baat hi nahi hai (no)
kehne ko “gang_gang” kare
chalti hai pistol toh saath he nahi hain (pop, pop)
holy ye pen hai mera
bhoot jo charhe, utaarega bhi (let’s go, yeah)
aur phaarega g, ab jokhay ki beat pe shareh aur t aur j
we don’t play, launday hawao’n mein parr ho lagay (lagay)
khoon nahi apna par sab hi sagay (sagay)
kehna toh chahte, got something to say
toh kehne toh de, toh kehne toh de (uh)
hum nahi musaafir jo dou din chalay
better we run this, here to stay, chal

[chorus: shareh]
mili hai jeet aur milay khasaare
milta nahi kabhi yahan waqt aur milta hai jab toh dekhe nazaare (yeah, yeah, yeah, yeah; yeah, yeah, yeah)
phir karega kese koi shaq jab hum he hain seth aur hum he sarkaar hain (nah, nah, nah)
lafz ab bann ke har zabt aur maloom phir mujhe ab unki har chaal hai (yeah, yeah, yeah)
woh enemies aaj bhi still (yeah), still (yeah), still (still)
beatein ho’n aaj bhi k!ll (k!ll), k!ll (k!ll), k!ll (k!ll)
gaanein ho’n aaj bhi sick (sick), sick (sick), sick (sick)
enemies aaj bhi still (still), still (still), still (still)
[verse 3: talhah yunus]
bhai tera yaaro’n ka yaar
bol kisne banaya yahan daar_o_madaar (daar_o_madaar)
kitnon ki samajh se bahar
aur kitne dilo’n pe aaj bhi karein raaj (aaj bhi karein raaj)
larte thay schoolo’n ke bahar
ab venue ke bahar tak lambi qataar (lambi qataar)
bachpan mein roz khayi maar
ab shero’n ke mu mein daale na koi haath (daale na koi haath)
chal shabah, dayein_bayein, ta_ta, bye_bye
alag style_wyle, kaafi high tides, parh le guidelines
laya wave nayi, daalo limelight (daalo limelight)
jee raha life jo tu kare fantasize
currency respect, draw karu fine line (fine line)
main betha main course, tu hai sideline (sideline)
banday sab desi, kiya hai ye fine dine? (fine dine)
lyrical einstein, shaagird hai tu
vision hai sci_fi, khola hua school (school)
vibe kabhi snoop dogg, kabhi tupac shakur
dikhne mein gangsters, seerat hai khoob (khoob)
garam mera khoon, beta, bharam nahi fazool
agar qala hai toh dhoond, beta, kutta bann ke soongh
highest in the room, always fire jese june (june)
alag he sakoon, ab jab so ke uthu (haha)

[chorus: shareh]
mili hai jeet aur milay khasaare (yeah, yeah, yeah)
milta nahi kabhi yahan waqt aur milta hai jab toh dekhe nazaare (yeah, yeah, yeah, yeah; yeah, yeah, yeah)
phir karega kese koi shaq jab hum he hain seth aur hum he sarkaar hain (nah, nah, nah)
lafz ab bann ke har zabt aur maloom phir mujhe ab unki har chaal hai (yeah, yeah, yeah)
woh enemies aaj bhi still (yeah), still (yeah), still (still)
beatein ho’n aaj bhi k!ll (k!ll), k!ll (k!ll), k!ll (k!ll)
gaanein ho’n aaj bhi sick (sick), sick (sick), sick (sick)
enemies aaj bhi still (still), still (still), still (still)

كلمات أغنية عشوائية

كلمات الأغنية الشائعة حالياً

Loading...