kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jj47 - matlabi lyrics

Loading...

sar kiey jo pahadon ko rakha
zameen say bhi upar sitaaroon ko rakha
khush bhi usnay saaroon ko rakha
rab nai sambhal
apnay pyaaron ko rakha
suna aaj kal parhnay lagi ho
mein ne ghar pey tabhi akhbaron ko rakha
tere dil mein bheed kyun lagi hai
arey asrey mein kitney baicharon ko rakha

udaas paday hain kabhi glass bharey hain
hum aisay to nahi teray paas khade hain
abhi badan pe hi chand hi libaas chadhe hain
tumhe ehsaas hamein aiteraaz bade hain

no
mein tereyliey likhne ko aya to pata chala mujhay alfaaz bade hain
mana kai ye hum terey khaas pade hain
tabhi kehney ko ye andaaz bade hain
toh phir kaise ye hamare imtehan nhi hote
tum daikhte ho har su kahani hote
dil lagta nahi tum jahan nhi hotе
deta khud ko dilasey pareshani hotе
zindagi basay jaise patjhar mein
tum khilte ho jee me baharoon ki tarhaan
hum tere liey waqt kya nikal lein
tu dikhti ho kam meri yaaron ki tarhaan

pehli baat hum miltay kabhi kabhi
dusri baat aise mile jese ajnabi
teesri baat ke ab baat hogi baad mein
get what you need
apna sochtay sabhi
toh tum bhi hue matlabi
aur mein bhi hua matlabi
ye kaisay puri raatein guzari
ye teri yaad guzari
aur tum aae ho abhi
(waoh)

log kalakar tum se ro ke milenge
be matlab bade dhoke milenge
kaise shakhs terd ho ke milenge
tumhe hum na milenge
lekin moqey milenge
hum tum se kya kuch nahi kahte
ye guzri hi baat bhi “gumaan” se pehle

garmi hai bahir mera per jalraha he
tera husn ye wajha hai poora shehr jal raha he
meray saath sirf mein aur mera rab chal raha he
teray saath jaisay aik poora gaon pal raha he
dil zakhmi sahi par na chot mal raha he
sabr ka toh shuru se hi koi phal raha he
tabhi asaron par betha ye kyun phisal raha he
isi baat ka toh shuru bas ek hal raha he

yeah
tum kab tab aisay bhagte milogey
kya agli baar jagte milogey
ya yu hi kabhi kaampte milogey
ke sar kisi kapde se dhampte milogey
ab tum chahe milo ya na milo
mujhay pata lekin bade ehteram se milogey
tum ho bade matlab ke qaidi
jab bhi milogey
kisi kaam se milogey
yeah

[chorus]
pehli baat hum milte hein kabhi kabhi
dusri baat aise miley jaise ajnabi
teesri baat ke ab baat hogi baad mein
get what you need
apna sochte sabhi
toh tum bhi hue matlabi
aur mein bhi hua matlabi
ye kaise puri raatein guzari
ye teri yaad guzari
aur tum aae ho abhi
waoh

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...