kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

jj47 - lekin lyrics

Loading...

mein roz sochon dil ki sunoo
ya phir keron go bhi sahi mujhay lagta hai yahan per
mein jaisa aik rastay per chalraha
zindagi lay ker chalay jarahi jahan per
kay manzil ab dur bhi lag_y
dil choor bhi lag_y
asaanina kahan per
hum seekhay sab seenay mein rakhna
kabhi ai kuchna kabhi bhi zabaan per

mein kisi sai ab larta nahi hoon
par ye bhi nahi kay kabhi lar nahi sakta
mein saath lay ker chalta hoon sabko
toh teray liyay kya kuch ker nahi sakta
ye rasm_o_rawaj meray bas me na
mein rishtay pakar nahi sakta
tu jhoot bolay raat tu sukoon mein thi
kya mein chahray parh nahi sakta

tujhay dekh apnay apko dekhta
beghi hoi raat mein sharab ko dekhta
mein tujh mein aik azaab ko dekhta
jaisa gunnahgar shaks hisaab ko dekhta
kaanton mein liptay gulaab ko dekhta
bakhta hoa mehtab ko dekhta
teri baaton mein meri ye shaam mein guzray
soa bina is khoab ko dekhta
toh log haar maan aye
aur baray parayshaan ayе
ab teray shehr chakar laga hai
lekin bankay anjaan ayе
hum tujhsay dil ki batein kertay kertay
aksar gumaan aye
joh tum ghar
bankay mehman aye
toh jaan meri jaan mein jaan aye

kay tum bhi kabhi betay betay meray baaray yuh hi ulta seeda sochti ho
kay tum bhi kabhi kabhi kuch kahnay ko chao
par baywajah khud ko hi thokti ho
kay tum bhi issi haal mein ho
kay tum bhi bari behaal si ho
tum samaj mein na aati ho
tum aisay hi sawal si ho
(waoh)

mein teray liay gaana likhoon

ab toh joh likhnay ka ke kehdoon
toh ab beht sab teray sehranay likhoon
mein thujay kabhi apna likhoon
kabhi sapna likhoon
kai bahanay likhoon
tujhay soch bhi nai ka sochoon
kai tujhay mein khanay likhoon
ye kalam mujhay boj lag rahi thi
ye kalam meri dost ban gai hai
jo raatain mujhay kaatnay ki dorti
woh raatain ab jaisa aik moj ban gai hai
ab meri kisi soch ban gai hai
kay tohi meri boj ban gai hai
kay ab tujhay likhtay rahna
ye aaditein ab roz ban gai hai

ab meray naam kay naaray lagtay
ye kaam saray tumharay lagtay
log dhoonday mujhay kaisay ghar tak pohnchay
bechay koi khoofya aadaray lagtay
tu behti roz aksar
shaam mein takhti jaisay ghar ko teray kinaray lagtay
ye lamhain tujh pay bhari jaisay
tum nai dard mein guzaray lagtay

waooohhh

toh log haar maan ai
aur baray parayshaan aye
ab teray shehr chakar laga hai
lekin bankay anjaan ai
hum tujhsay dil ki batein kertay kertay
aksar ghumaan ai
joh tum ghar
bankay mehman ai
toh jaan meri jaan mein jaan aye
kay tum bhi kabhi betay betay meray baaray yuh hi ulta seeda sochti ho
kay tum bhi kabhi kabhi kuch kahnay ko chao
par baywajah khud ko hi thokti ho
kay tum bhi issi haal mein ho
kay tum bhi bari behaal si ho
tum samaj mein na aati ho
tum aisay si sawal si ho

waoh

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...